Aaj Ki Raat Piya Lyrics in Hindi & English

Song Name : Aaj Ki Raat Piya
Album / Movie : Baazi
Star Cast : Dev Anand, Geeta Bali, Kalpana Kartik
Singer : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Music Director : Sachin Dev Burman
Lyrics by : Sahir Ludhianvi
Music Label : Saregama

Aaj Ki Raat Piya Lyrics in Hindi

आज की रात पिया..
आज की रात पिया दिल न तोड़ो
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया दिल न तोड़ो
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया

दिल की कहानी अपनी जुबानी
तुम को सुनाने आयी हु
दिल की कहानी अपनी जुबानी
तुम को सुनाने आयी हु
आँखों में ले के सपने सुहाने
अपना बनाने आई हु
छोड़ के साथ पिया मुँह न मोड़ा
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया दिल न तोड़ो
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया

चंदा भी देखे
हमको गगन की ओट से
चंदा भी देखे
हमको गगन की ओट से
घायल किया है दिल तुम ने मेरा
मीठी नजर की चोट से
थाम के हाथ पिया यु न छोडो
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया दिल न तोड़ो
मनन की बात पिया मान लो
आज की रात पिया.

Aaj Ki Raat Piya Lyrics in English

Aaj ki raat piya..
Aaj ki raat piya dil na todo,
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya dil na todo,
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya

Dil ki kahani apni jubani,
Tum ko sunane aayi hu
Dil ki kahani apni jubani,
Tum ko sunane aayi hu
Aankho mein le ke sapne suhane,
Apna banane aayi hu
Chhod ke sath piya munh na modo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya dil na todo,
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya

Chanda bhi dekhe, tare bhi dekhe,
Hamko gagan ki oat se
Chanda bhi dekhe, tare bhi dekhe,
Hamko gagan ki oat se
Ghayal kiya hai dil tum ne mera,
Mithi najar ki chot se
Tham ke hath piya yu na chhodo
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya dil na todo,
Mann ki baat piya maan lo
Aaj ki raat piya.

Leave a Comment