Aankhon Mein Tumhari Lyrics in Hindi & English

Song Name : Aankhon Mein Tumhari
Album / Movie : Haasil 2003
Star Cast : Jimmy Shergill, Hrishita Bhatt, Irfan Khan, Ashutosh Rana
Singer : Shaan, Shrraddha Pandit, Shweta Pandit
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics by : Israr Ansari
Music Label : Times Music

Aankhon Mein Tumhari Lyrics in Hindi

इश्क़ के बदले जल्दी है
सेहरा में लेहरसी उठी है
रात के बुझते तारों की
आँखों में ज़हेर सी दिखती है

आँखों में तुम्हारी तो जहानो का नशा
तुम जो नहीं तो क्या है जीने का मज़ा
आँखों में तुम्हारी तो जहानो का नशा
तुम जो नहीं तो क्या है जीने का मज़ा
बाहों में न तुम हो
राहों में न तुम हो
तो जीना बेवजा
आओ पास आओ
यह न शरमाओ
आय मेरे हमनवाज़
आँखों में तुम्हारी तो जहानो का नशा
तुम जो नहीं तो क्या है जीने का मज़ा

जबसे तुम्हे देखा मैंने
है सपने जवान जवान
तुमजो नहीं कुछ न कहीं
है तुम से ही यह जहाँ
पास मेरे आजा
साँसों में समजा तू खुशबू की तरह
दिल में तो हमारे
यह न हो खुदा भी तुम्हारी है जगह

तुझे चाँद का है अरमान सही
हासिल करना आसान नहीं
लाखों तारे पहरा न दे
ऐसी कोई राह नहीं

पहली नज़र में ही सनम
यह दिल तुमने लेलिया
देखो मुझे भोले सही
यह एहसान करदिया
चंदपे है मन है सितारों का पहरा
मगर हम चलेंगे
लुटे यह जहाँ भी
लुटे आसमान भी
न तुम को छोड़ेंगे

आँखों में तुम्हारी तो जहानो का नशा
तुम जो नहीं तो क्या है जीने का मज़ा
आँखों में तुम्हारी तो जहानो का नशा
तुम जो नहीं तो क्या है जीने का मज़ा
बाहों में न तुम हो
राहों में न तुम हो
तो जीना बेवजा
आओ पास आओ
यह न शरमाओ
आय मेरे हमनवाज़.

Aankhon Mein Tumhari Lyrics in English

Ishq ke badle jaldi hai
Sehra mein leharsi uthi hai
Raat ke bujhte taaron ki
Aankhon mein zaher si dikhti hai

Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Baahon mein na tum ho
Raahon mein na tum ho
To jeena bewaja
Aao paas aao
Yuh na sharmaao
Ay mere humnawaz
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza

Jabse tumhe dekha maine
Hai sapne jawan jawan
Tumjo nahin kuch na kahin
Hai tum se hi yeh jahan
Paas mere aaja
Ssason mein samaja tu khushboo ki tarah
Dil mein to humare
Yuh na ho khuda bhi tumhari hai jagah

Tujhe chaand ka hai armaan sahi
Haasil karna aasaan nahin
Laakhon taare pehra na de
Aisi koi rah nahi

Pehli nazar mein hi sanam
Yeh dil tumne leliya
Dekho mujhe bhole sahi
Yeh ehsaan kardiya
Chandpe hai mana hai sitaron ka pehra
Magar hum chalenge
Loote yeh jahan bhi
Loote aasmaan bhi
Na tum ko chodenge

Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Aankhon mein tumhari to jahano ka nasha
Tum jo nahin to kya hai jeena ka maza
Baahon mein na tum ho
Raahon mein na tum ho
To jeena bewaja
Aao paas aao
Yuh na sharmaao
Ay mere humnawaz.

Leave a Comment