Ab Na Phir Se Lyrics in Hindi & English

Song Name : Ab Na Phir Se
Album / Movie : Hacked 2020
Star Cast : Hina Khan, Rohan Shah, Mohit Malhotra, Sid Makkar
Singer : Yasser Desai
Music Director : Amjad Nadeem Aamir
Lyrics by : Amjad Nadeem
Music Label : Zee Music Company

Ab Na Phir Se Lyrics in Hindi

अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो

अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो

इतनी भी ख़्वाहिश ना रही
किसी से चाहत हो

तेरी मुझको ना अब ज़रूरत हो
तेरी मुझको ना अब ज़रूरत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो

दर्दों के साए में
मिलती अब राहत है
तेरी तमन्ना नही
तुझसे जुड़ा होके सीखा अब जीना है
एक तू ज़रूरी नही
इतनी भी ख़्वाहिश ना रही
किसी की हसरत हो

दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
दिल पे तेरी ना अब हुकूमत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो

अब ना दिल को किसी की आदत हो
अब ना फिर से कभी मोहब्बत हो

ह्म ह्म…

Ab Na Phir Se Lyrics in English

Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa phir se kabhi mohabbat ho

Ab naa dil ko kisi ki aadat ho
Ab naa phir se kabhi mohabbat ho

Itni bhi khwaahish naa rahi
Kisi se chahat ho

Teri mujhko naa ab zaroorat ho
Teri mujhko naa ab zaroorat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

Dardon ke saaye mein
Milti ab raahat hai
Teri tamanna nahi
Tujhse judaa hoke seekha ab jeena hai
Ek tu zaroori nahi
Itni bhi khwahish naa rahi
Kisi ki hasrat ho

Dil pe teri na ab hukumat ho
Dil pe teri na ab hukumat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

Ab na dil ko kisi ki aadat ho
Ab na phir se kabhi mohabbat ho

hmm hmm..

Leave a Comment