Ab To Hum Hain Lyrics in Hindi & English

Song Name : Ab To Hum Hain
Album / Movie : Jaan E Wafa
Star Cast : Farooq Shaikh, Rati Agnihotri, Pradeep Khayyam, Shafi Inamdar, Pradeep Kumar, Iftekhar, Mushtaq Merchant, Manmohan, Krishna
Singer : Asha Bhosle
Music Director : Mohammed Zahur Khayyam
Lyrics by : Bashar Nawaz
Music Label : T-Series

Ab To Hum Hain Lyrics in Hindi

अब तो हम हैं
और यह रुस्वाइयाँ
अब तो हम हैं
और यह रुस्वाइयाँ
कौन समझे दर्द की
कौन समझे
दर्द की गहराइयां
अब तो हम हैं
और यह रुस्वाइयाँ

हम तो कल तक
आप का अरमान थे
हम तो कल तक
आप का अरमान थे
आरज़ू थे ज़िन्दगी
थे जान थे
अब भूमि पर तोहमति
क्यों ाइयाँ
अब भूमि पर तोहमति
क्यों ाइयाँ
कौन समझे दर्द की
कौन समझे
दर्द की गहराइयां
अब तो हम हैं
और यह रुस्वाइयाँ

बेसबब क्यों हो गए
हमसे खफा
बेसबब क्यों हो गए
हमसे खफा
उन फ़सानो की हक़ीक़त क्या भला
मान बैठे हो जिन्हे सचाईया
मान बैठे हो जिन्हे सचाईया
कौन समझे दर्द की
कौन समझे दर्द की गहराइयां.

Ab To Hum Hain Lyrics in English

Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Hum to kal tak
Aap ka armaan the
Arzoo the zindagi
The jaan the
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Ab humi par tohamati
Kyu aaiyan
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe
Dard ki gehraiyan
Ab to hum hain
Aur yeh rusvaiyan

Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Besabab kyu ho gaye
Humse khafa
Un fasano ki haqiqat kya bhala
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Maan baithe ho jinhe sachaiya
Kaun samjhe dard ki
Kaun samjhe dard ki gehraiyan.

Leave a Comment