Song Name : Armaan Jagaati Hai
Album / Movie : Rajdhani Express 2013
Star Cast : Ishrat Ali, Sayali Bhagat, Puja Bose, Priyanshu Chatterjee, Sanjay Gagnani, Gulshan Grover, Achint Kaur, Kiran Kumar, Sudhanshu Pandey, Paresh Rawal, Mukesh Rishi, Jimmy Shergill, Shilpa Shukla
Singer : Shaan
Music Director : Ritesh Nalini
Lyrics by : Rameez
Music Label : T-Series
Armaan Jagaati Hai Lyrics in Hindi
अरमान जगाती
है तुम्हारी नज़र
सपने दिखाती
है तुम्हारी नज़र
अरमान जगाती
है तुम्हारी नज़र
सपने दिखाती है
तुम्हारी नज़र
इसकी बलायें कहो
क्यों न मैं लू
इसकी बलायें कहो
क्यों न मैं लू
जीना सिखाती
है तुम्हारी नज़र
अरमान जगाती
है तुम्हारी नज़र
आहा आहा हममहंम
ओहोहो
हो
देखे से इसको मुक़द्दर जगे
तुम्हारी नज़र को नज़र न लगे
देखे से इसको मुक़द्दर जगे
तुम्हारी नज़र को नज़र न लगे
दिल को लुभाती है तुम्हारी नज़र
दिल को लुभाती है तुम्हारी नज़र
जीना सिखाती है तुम्हारी नज़र
अरमान जगाती है तुम्हारी नज़र
हो
चालाक की दुनिया के गुलज़ार से
मुझे देखती है बड़े प्यार से
हो
चालाक की दुनिया के गुलज़ार से
मुझे देखती है बड़े प्यार से
उल्फ़त जगाती है तुम्हारी नज़र
उल्फ़त जगाती है तुम्हारी नज़र
जीना सिखाती है तुम्हारी नज़र
अरमान जगाती है तुम्हारी नज़र
हे हेला ला ला हंम्हम्महम्म
हे हेला ला ला ला हे हे ा.
Armaan Jagaati Hai Lyrics in English
Armaan jagaati
Hai tumhari nazar
Sapne dikhaati
Hai tumhari nazar
Armaan jagaati
Hai tumhari nazar
Sapne dikhaati hai
Tumhari nazar
Iski balayein kaho
Kyun na main lu
Iski balayein kaho
Kyun na main lu
Jeena sikhaati
Hai tumhari nazar
Armaan jagaati
Hai tumhari nazar
Aaha aaha hmmhmm
Ohooho
Ho
Dekhe se isko muqaddar jage
Tumhari nazar ko nazar na lage
Dekhe se isko muqaddar jage
Tumhari nazar ko nazar na lage
Dil ko lubhaati hai tumhari nazar
Dil ko lubhaati hai tumhari nazar
Jeena sikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar
Ho
Chaalak ki duniya ke gulzar se
Mujhe dekhti hai bade pyaar se
Ho
Chaalak ki duniya ke gulzar se
Mujhe dekhti hai bade pyaar se
Ulfat jagaati hai tumhari nazar
Ulfat jagaati hai tumhari nazar
Jeena sikhaati hai tumhari nazar
Armaan jagaati hai tumhari nazar
Hey heyla la la hmmhmmhmm
Hey heyla la la la hey hey aa.