Song Name : Baba Man Ki Aankhein Khol
Album / Movie : Dhoop Chhaon
Star Cast : Biswanath Bhaduri, Vikram Kapoor, Sardar Akhtar, Pahadi Sanyal
Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Rai Chand Boral
Lyrics by : Pandit Sudarshan
Music Label : Saregama
Baba Man Ki Aankhein Khol Lyrics in Hindi
बाबा मन की आँखें खोल
बाबा मन की आँखें खोल
मन की आँखें खोल
बाबा मन की आँखें खोल
बाबा मन की आँखें खोल
दुनिया क्या है एक तमाशा
चार दिनों की झूठी आशा
दुनिया क्या है एक तमाशा
चार दिनों की झूठी आशा
पल में तोला पल में माशा
पल में तोला पल में माशा
ज्ञान तराजु लेके हाथ मे
टोल सके तो टोल
ज्ञान तराजु लेके हाथ मे
टोल सके तो टोल
बाबा मन की आँखें खोल
गाला कितना प्यारा है
इतना अच्छा गाना कभी सुना है
कैसी दर्द भरी आवाज़ है
मतलब की सब दुनियादारी
मतलब की सब दुनियादारी
मतलब के सब हैं संसारि
मतलब की सब दुनियादारी
मतलब के सब हैं संसारि
जग में तेरा वो हितकारी
जग में तेरा वो हितकारी
तन मन का सब ज़ोर लगाकर
नाम हरी का बोल
तन मन का सब ज़ोर लगाकर
नाम हरी का बोल
बाबा मन की आँखें खोल
बाबा मन की आँखें खोल.
Baba Man Ki Aankhein Khol Lyrics in English
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol
Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Duniya kya hai ek tamaasha
Chaar dinon ki jhoothi aasha
Pal mein tola pal mein maasha
Pal mein tola pal mein maasha
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Gyaan tarazu leke hath mea
Tol sake to tol
Baba man ki aankhein khol
Gala kitna pyaara hai
Itna acha gaana kabhi suna hai
Kaisi dard bhari aawaaz hai
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Matlab ki sab duniyadaari
Matlab ke sab hain sansaari
Jag mein tera wo hitkaari
Jag mein tera wo hitkaari
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Tan man ka sab zor lagaakar
Naam hari ka bol
Baba man ki aankhein khol
Baba man ki aankhein khol.