Badra Bahaar Lyrics in Hindi & English

Song Name : Badra Bahaar
Album / Movie : Queen 2014
Star Cast : Kangana Ranaut, Rajkumar Yadav, Vinay Singh, Lisa Haydon
Singer : Amit Trivedi
Music Director : Amit Trivedi
Lyrics by : Anvita Dutt Guptan
Music Label : T-Series

Badra Bahaar Lyrics in Hindi

बाबुल के अंगना
में अम्बा के टेल
मैहर की दुलारी
नाजों से पाले
भरी भरी गुड़िया
बचपन की
संदेसा ले जा रेहा
ो बदरा बहार

अम्मा की चाभी
के छल्ले से खोले
तिजोरी में जाणु
सपने है पढ़े
झूठी झूठी
कहानी परियों की
थी जो तू बता हआ
ो बदरा बहार

सिसके रे जियरा बेह त रे कजरा
भीतर चुभता रहे
मैं भूरि सखियाँ
बचपन की बत्तियां
हु हु ये साँस घबराये
पिया को बता दे हआ
ो बदरा बहार

डोली हमरी खाली
फूलों में सजे
आसवन की सवारी
नैनो में जले
खारी खारी
सवेरे की फुहार
संदेसा ले जा रेहा
ो बदरा बहार
ो बदरा बहार
ो बदरा बहार.

Badra Bahaar Lyrics in English

Babul ke angna
Mein amba ke tale
Meher ki dulari
Naazon se pale
Bhari bhari gudiya
Bachpan ki
Sandesha le ja reaaa
O badra bahaar

Amma ki chaabhi
Ke challe se khole
Tizori mein jaanu
Sapne hai padhe
Jhooti jhoothi
Kahani pariyon ki
Thi jo tu bataa haaa
O badra bahaar

Siske re jiyara beh ta re kajra
Bheetar chubhta rahe
Main bhuri sakhiyaan
Bachpan ki battiyaan
Ghu ghu ye saans ghabraaye
Piya ko bata de haaa
O badra bahaar

Doli hamri khaali
Phoolon mein saje
Aasvan ki sawaari
Naino mein jale
Khaari khaari
Savere ki phuhaar
Sandesha le ja reaaa
O badra bahaar
O badra bahaar
O badra bahaar.

Leave a Comment