Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics

Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics By Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein.

Bahar Banke Aau Kabhi Tumhari Duniya Mein Lyrics

Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam

Oh le liya dil, oh haai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam

Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein
Bahaar banke aau kabhi tumhari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein

Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana

Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam

Ho sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko
Sajaunga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Laho jigar ka dunga haseen labon ki laali ko

Hain vafa kya is jahan ko
Ek din dikhla dunga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam
Badalke meri tum zindagani
Kahin badal na jaana sanam

Le liya dil, hai mera dil
Hai dil lekar mujhko na behlana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churana sanam

Leave a Comment