Ban Ke Chakori Gori Lyrics in Hindi & English

Song Name : Ban Ke Chakori Gori
Album / Movie : Hum Matwale Naujawan
Star Cast : Shekhar, Sayeeda Khan, Jeevan, Agha, Chaman Puri, Lalian
Singer : Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Music Director : Chitragupta Shrivastava
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Saregama

Ban Ke Chakori Gori Lyrics in Hindi

बन के चकोरि गोरी
झूम झूम नाचो री
बन के चकोरि गोरी
झूम झूम

रुत लेहरायए आँचल बन के
टारे हांसे जब पायल छनके
रुत लेहरायए आँचल बन के
टारे हांसे जब पायल छनके
झांके बदल से चंदा
झांके बदल से चंदा
डरे नैनो का फन्दा
उलझी जुल्फों की डोरी
झूम झूम नाचो री
बन के चकोरि गोरी
झूम झूम

झूम रही है हर रात की गंगा
दीपक नाचे गए पतंगा
आँखों ने डाला घेरा
आँखों ने डाला घेरा
फिर भी मतवाला तेरा
आया है चोरी चोरी
झूम झूम नाचो री
बन के चकोरि गोरी
झूम झूम

कभी चले तन के
कभी झुक जाए
नील गगन डोले रुक जाए
कभी चले तन के
कभी झुक जाए
नील गगन डोले रुक जाए
नाच जा काजल वाली
नाच जा काजल वाली
रैना है काली काली
ओ गोरी गोरी छोरी
झूम झूम नाचो री
बन के चकोरि गोरी
झूम झूम नाचो री
बन के चकोरि गोरी
झूम झूम.

Ban Ke Chakori Gori Lyrics in English

Ban ke chakori gori
Jhum jhum nacho ri
Ban ke chakori gori
Jhum jhum

Rut lehraye aanchal ban ke
Tare hanse jab payal chhanke
Rut lehraye aanchal ban ke
Tare hanse jab payal chhanke
Jhanke badal se chanda
Jhanke badal se chanda
Dare naino kaa phanda
Ulajhi zulfon ki dori
Jhum jhum nacho ri
Ban ke chakori gori
Jhum jhum

Jhum rahi hai har raat ki ganga
Dipak nache gaye patanga
Aankho ne dala ghera
Aankho ne dala ghera
Phir bhi matwala tera
Aaya hai chori chori
Jhum jhum nacho ri
Ban ke chakori gori
Jhum jhum

Kabhi chale tan ke
Kabhi jhuk jaaye
Neel gagan dole ruk jaaye
Kabhi chale tan ke
Kabhi jhuk jaaye
Neel gagan dole ruk jaaye
Nach ja kajal wali
Nach ja kajal wali
Raina hai kali kali
O gori gori chhori
Jhum jhum nacho ri
Ban ke chakori gori
Jhum jhum nacho ri
Ban ke chakori gori
Jhum jhum.

Leave a Comment