Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Lyrics in Hindi & English

Song Name : Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re
Album / Movie : Zanjeer 1973
Star Cast : Amitabh Bachchan, Jaya Bachchan, Pran, Om Prakash, Ram Sethi, Ajit Khan, Bindu
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah
Lyrics by : Gulshan Bawra (Gulshan Kumar Mehta)
Music Label : Saregama

Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Lyrics in Hindi

बना के क्यूँ बिगडा रे
बना के क्यूँ बिगडा रे
बिगाड़ा रे नसीबा
ऊपर वाले ऊपर वाले
बना के क्यूँ बिगडा रे
बिगाड़ा रे नसीबा
ऊपर वाले ऊपर वाले
बना के क्यूँ बिगडा रे

जो तुझको माज़ूर नहीं था
फूल खिले इस प्यार के
फिर क्यों तूने इन आँखों
को राग दिखाए बहार के
आस बंधा के प्यार
जटा के बिगडा रे नसीबा
ऊपर वाले ऊपर वाले
बना के क्यूँ बिगडा रे

पाप करे इंसान अगर
तो वो पापी कहलाता है
तूने भी ये पाप किया फिर
कैसे कहूँ तू दाता है
राह दिखा के राह
पे ला के बिगडा रे नसीबा
ऊपर वाले ऊपर वाले
बना के क्यूँ बिगडा रे
बिगाड़ा रे नसीबा
ऊपर वाले ऊपर वाले
बना के क्यूँ बिगडा रे.

Banaa Ke Kyun Bigaadaa Re Lyrics in English

Banaa ke kyun bigada re
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re

Jo tujhako mazur nahi thaa
Phul khile is pyaar ke
Phir kyo tune in aankho
Ko rag dikhaae bahaar ke
Aas bandhaa ke pyaar
Jataa ke bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re

Paap kare insaan agar
To wo paapi kehlata hai
Tune bhi ye paap kiyaa phir
Kaise kahun tu data hai
Raah dikhaa ke raah
Pe laa ke bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re
Bigada re nasiba
Upar wale upar wale
Banaa ke kyun bigada re.

Leave a Comment