Beqaraar Lyrics in Hindi & English

Song Name : Beqaraar
Album / Movie : Looop Lapeta
Star Cast : Taapsee Pannu, Tahir Raj Bhasin
Singer : Ronkini Gupta, Raghav Kaushik
Music Director : Santanu Ghatak
Lyrics by : Santanu Ghatak
Music Label : Zee Music Company

Beqaraar Lyrics in Hindi

बेक़रार ये मेरा दिल है
तेरी आँखों का
ये बिस्मिल है

आग है भीगी सी
मेहकी रातों में
ये बहका ख़्वाबों में
मेरा जो दिल है

बेक़रार ये मेरा दिल है
तेरी आँखों का
ये बिस्मिल है

आग है भीगी सी
मेहकी रातों में
ये बहका ख़्वाबों में
मेरा जो दिल है

इंतज़ार ये मेरा दिल है
तू आ जाए तो
यहाँ महफ़िल है

आग है भीगी सी
मेहकी रातों में
ये बहका ख़्वाबों में
मेरा जो दिल है

पहला पहला प्यार है
ये पहली बौछार
भीग ले दिलदार

नयी नयी सी अर्ज़ी
नया है इज़हार
सुन ले मेरे यार

आग है भीगी सी
मेहकी रातों में
ये बहका ख्वाबों में
मेरा जो दिल है

बेक़रार बेक़रार
ये मेरा दिल है
ये मेरा दिल है
तेरी आँखों का
ये बिस्मिल है

आग है भीगी सी
मेहकी रातों में
ये बहका ख़्वाबों में
मेरा जो दिल है

Beqaraar Lyrics in English

Beqaraar ye mera dil hai
Teri aankhon ka
Ye bismil hai

Aag hai bheegi si
Mehki raaton mein
Ye behka khwaabon mein
Mera jo dil hai

Beqaraar ye mera dil hai
Teri aankhon ka
Ye bismil hai

Aag hai bheegi si
Mehki raaton mein
Ye behka khwaabon mein
Mera jo dil hai

Intezaar ye mera dil hai
Tu aa jaaye to
Yahan mehfil hai

Aag hai bheegi si
Mehki raaton mein
Ye behka khwaabon mein
Mera jo dil hai

Pehla pehla pyar hai
Ye pehli bauchhar
Bheeg le dildaar

Nayi nayi si arzi
Naya hai izhaar
Sun le mere yaar

Aag hai bheegi si
Mehki raaton mein
Ye behka khwabon mein
Mera jo dil hai

Beqaraar beqaraar
Ye mera dil hai
Ye mera dil hai
Teri aankhon ka
Ye bismil hai

Aag hai bheegi si
Mehki raaton mein
Ye behka khwaabon mein
Mera jo dil hai

Leave a Comment