Song Name : Bhanwra Madhuban Mein
Album / Movie : Bharthari
Star Cast : Surendra, Kajjan
Singer : Surendra
Music Director : Khemchand Prakash
Lyrics by : Pandit Indra Chandra
Music Label : Columbia Records
Bhanwra Madhuban Mein Lyrics in Hindi
ए भंवरा
मधुबन में
मत जा रे भंवरा
मधुबन में मत जा
अभी कमल की कली खिली ना
अभी कमल की कली खिली ना
तू क्यूँ गूँज रहा रे भंवरा
तू क्यूँ गूँज रहा रे भंवरा
मधुबन में
मत जा रे भंवरा
मधुबन में मत जा
रूप रंग का लोभी रसिया
रूप रंग का लोभी रसिया
सब के गुन मत गा ो रसिये
सब के गुन मत जा
नेह लगा ले एक काली से
नेह लगा ले एक काली से
काली-काली मत जा रे भँवरे
काली-काली मत जा रे भँवरे
मधुबन में
मत जा रे भंवरा
मधुबन में मत जा
किस कारण तू पड़ गया काला
किस कारण तू पड़ गया काला
इतनी बात बता ओ रसिया
इतनी बात बता
उड़ना सिखा नहीं काली ने
उड़ना सिखा नहीं काली ने
मन में धीरज ला रे भंवरा
मन में धीरज ला रे भंवरा
मधुबन में
मत जा रे भंवरा
मधुबन में मत जा.
Bhanwra Madhuban Mein Lyrics in English
Aye bhanwra
Madhuban mein
Mat jaa re bhanwra
Madhuban mein mat jaa
Abhi kamal ki kali khili naa
Abhi kamal ki kali khili naa
Tu kyun gunj rahaa re bhanwra
Tu kyun gunj rahaa re bhanwra
Madhuban mein
Mat jaa re bhanwra
Madhuban mein mat jaa
Roop rang kaa lobhi rasiyaa
Roop rang kaa lobhi rasiyaa
Sab ke gun mat gaa o rasiye
Sab ke gun mat gaa
Neh lagaa le ek kali se
Neh lagaa le ek kali se
Kali-kali mat jaa re bhanware
Kali-kali mat jaa re bhanware
Madhuban mein
Mat jaa re bhanwra
Madhuban mein mat jaa
Kis kaaran tu pad gayaa kaala
Kis kaaran tu pad gayaa kaala
Itani baat bataa o rasiyaa
Itani baat bataa
Udanaa sikhaa nahi kali ne
Udanaa sikhaa nahi kali ne
Man mein dhiraj laa re bhanwra
Man mein dhiraj laa re bhanwra
Madhuban mein
Mat jaa re bhanwra
Madhuban mein mat jaa.