Bheege Naina Lyrics in Hindi & English

Song Name : Bheege Naina
Album / Movie : Game 2007
Star Cast : Anjali, Abhay Bhargav, Sherlyn Chopra
Singer : Krishnakumar Kunnath (K.K)
Music Director : Bapi, Tutul
Lyrics by : Sandeep Nath
Music Label : Universal

Bheege Naina Lyrics in Hindi

भीगे नैना कुछ ना कहना
यह समंदर अश्कों का कितना गहरा
यह दिल अपना डूबा जा रहा
भीगे नैना कुछ ना कहना

बेरंग सपने भर ना
सके रंग जीवन में
बेरंग सपने भर ना
सके रंग जीवन में
क्या करे और क्या ना
करे दिल है उलझन में
कुछ ना रहा गम के
शिव अब्ब जाये तोह जाये कहाँ
यह दिल अपना डूबा जा रहा
भीगे नैना कुछ ना कहना

जी रहे है हम आजकल
जान मुश्किल में
जी रहे है हम आजकल
जान मुश्किल में
बेसबब सी तन्हाईया
दिल की महफ़िल में
कुछ ना रहा गम के
शिव अब्ब जाये तोह जाये कहाँ
यह दिल अपना डूबा जा रहा
भीगे नैना कुछ ना कहना
यह समंदर अश्कों का
कितना गहरा यह दिल अपना डूबा जा रहा
भीगे नैना कुछ ना कहना.

Bheege Naina Lyrics in English

Bhige naina kuchh naa kehna
Yeh samandar ashkon kaa kitna gehra
Yeh dil apna duba ja raha
Bhige naina kuchh naa kehna

Berang sapne bhar naa
Sake rang jivan me
Berang sapne bhar naa
Sake rang jivan me
Kya kare aur kya naa
Kare dil hai uljhan me
Kuchh naa raha gam ke
Siva abb jaye toh jaye kahan
Yeh dil apna duba ja raha
Bhige naina kuchh naa kehna

Jee rahe hai ham aajkal
Jan mushkil me
Jee rahe hai ham aajkal
Jan mushkil me
Besabab see tanhaiya
Dil kee mehfil me
Kuchh naa raha gam ke
Siva abb jaye toh jaye kahan
Yeh dil apna duba ja raha
Bhige naina kuchh naa kehna
Yeh samandar ashkon kaa
Kitna gehra yeh dil apna duba ja raha
Bhige naina kuchh naa kehna.

Leave a Comment