Bheegey Hue Aanchal Lyrics in Hindi & English

Song Name : Bheegey Hue Aanchal
Album / Movie : Tanhai
Star Cast : Anil Dhawan, Shatrughan Sinha, Rehana Sultan
Singer : Kishore Kumar
Music Director : Usha Khanna
Lyrics by : Amanullah Khan (Aman)
Music Label : Saregama

Bheegey Hue Aanchal Lyrics in Hindi

भीगे हुए आँचल में
समेटो न बदन को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को

उलझी हुई साँसे है
धड़कता हुआ सीना
ऐ उलझी हुई साँसे है
धड़कता हुआ सीना
होठों पे दबी बात है
माथे पे पसीना
ऐ है खिलती है कली देख के
नाजुक से दहन को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को

ये मदभरी तन्हाई
ये तन्हाई का जादू
हे ये मदभरी तन्हाई
ये तन्हाई का जादू
ऐसे में भला कैसे हो
जज़्बात पे काबू
ऐ हे रंगी बना लो
इसी पल भर के मिलान को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को
सावन में कहीं आग न
लग जाये चमन को.

Bheegey Hue Aanchal Lyrics in English

Bheegey hue aanchal mein
Sameto na badan ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko

Uljhi hui saanse hai
Dhadkta hua sina
Ae uljhi hui saanse hai
Dhadkta hua sina
Hotho pe dabi baat hai
Mathe pe pasina
Ae hai khilti hai kali dekh ke
Najuk se dahan ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko

Ye madbhari tanhai
Ye tanhai ka jadu
Hey ye madbhari tanhai
Ye tanhai ka jadu
Aise mein bhala kaise ho
Jazbaat pe kabu
Ae hey rangi bana lo
Isi pal bhar ke milan ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko
Sawan mein kahi aag na
Lag jaye chaman ko.

Leave a Comment