Chal Wahin Chalein Lyrics From Saina[English Translation]

Chal Wahin Chalein Lyrics: This latest Hindi song is sung by Shreya Ghoshal for the latest Bollywood movie Saina. The Song Arranged & Produced by Meghdeep Bose & Amaal Mallik. This video song lyric is given by Manoj Muntashir while music is given by Amaal Mallik.

The Music Video Features Parineeti Chopra

Artist: Shreya Ghoshal

Lyrics: Manoj Muntashir

Composed: Vishal Mishra

Movie/Album: Saina

Length: 2:58

Released: 2021

Label: T Series

Chal Wahin Chalein Lyrics

Jahan Saanson Ne Daud Lagayi Nahi
Jahan Neendon Se Koyi Ladayi Nahi
Jahan Pedon Ka Saya Nadi Tak Hai
Jahan Jheelon Mein Chand Abhi Tak Hai
Jahan Hasne Pe Shart Na Ho
Log Jeene Se Darte Na Ho

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Befikar Apne Ghar Se Nikal
Raasta Dil Ko Tere Pata Hai
Raah Mein Sham Hogi Kahan
Ye Musafir Kahan Sochta Hai

Jahan Aankhein Aansu Na Jaane
Muskurane Ke Ho 100 Bahaane

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Roshni Pyar Jaisi Nahi
Sitaare Bhi Humne Hain Aazmayen
Ye Zameen Yaad Aayi Toh Hum
Aasmano Se Bhi Laut Aayein

Jahan Sar Pe Koyi Hath Phere
Jahan Apno Ne Rang Ho Bikhere

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Chal Wahin Chalein
Chal Wahin Chalein
Na Jaate Ho Jahan
Jahan Ke Raastey

Chal Wahin Chalein Lyrics

Jahan Sanson Ne Daud Lagayi Nahi
Jahan Neendon Se Koyi Ladayi Nahi
Jahan Pedon Ka Saya Nadi Tak Hai
Jahan Jheelon Mein Chand Abhi Tak Hai

A place where breath doesn’t race
Sleeping in even pace
where trees cast long shadows that reach river banks.
where the moon still shines in still lakes.

Jahan Sanson Ne Daud Lagayi Nahi
Jahan Neendon Se Koyi Ladayi Nahi
Jahan Pedon Ka Saya Nadi Tak Hai
Jahan Jheelon Mein Chand Abhi Tak Hai
A place where breath doesn’t race

Sleeping in even pace
where trees cast long shadows that reach river banks.
where the moon still shines in still lakes.

Jahan Hasne Pe Shartein Na Ho
Log Jeene Se Darte Na Ho
Chal Wahin Chalein Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan Jahan Ke Raste

No conditions set on mirth
No fear of living on earth
Let me take you there, Let me take you there
To beat a new path.

Befiqar Apne Ghar Se Nikal
Rasta Dil Ko Tere Pata Hai
Rah Mein Sham Hogi Kahan
Ye Musafir Kahan Sochta Hai

Fearlessly step out of home,
Your heart shall lead you there.
Where would he spend the evening,
The traveler doesn’t think about it.

Jahan Ankhein Ansu Na Jane
Muskurane Ke Ho 100 Bahane
Chal Wahin Chalein Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan Jahan Ke Raste

Where eyes have never known tears,
Finding a hundred excuses to smile…
Let me take you there, Let me take you there,
To beat a new path.

Roshni Pyar Jaisi Nahi
Sitare Bhi Humne Hain Azmayen
Ye Zameen Yad Ayi Toh Hum
Asmano Se Bhi Laut Ayein

The light is not the same as love.
I’ve also put the stars to the test.
If I think about the land, I’ll return from even the sky.

Jahan Sar Pe Koyi Hath Phere
Jahan Apno Ne Rang Ho Bikhere
Chal Wahin Chalein Chal Wahin Chalein
Na Jate Ho Jahan Jahan Ke Raste

Where I could have my hair caressed.
Where loved ones celebrate the joy.
Let me take you there, Let me take you there,
To beat a new path.

Leave a Comment