Chala Jata Hoon Lyrics English Translation

Chala Jata Hoon Lyrics English Translation: This Hindi song is sung by Kishore Kumar for the Bollywood movie Mere Jeevan Saathi. The music is composed by RD Burman whereas Majrooh Sultanpuri penned Chala Jata Hoon Lyrics.

The music video features Rajesh Khanna, Tanuja. It was released under Saregama banner.

Singer:            Kishore Kumar

Movie:            Mere Jeevan Saathi (1972)

Lyrics:             Majrooh Sultanpuri

Composer:     RD Burman

Label:             Saregama

Starting:         Rajesh Khanna, Tanuja

Chala Jata Hoon Lyrics in Hindi

Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye

Milan ki masti bhari aankhon mein hazaro sapne suhane liye

Yeh masti ke nazaare hai toh aise mein sambhalna kaisa meri kasam
Joh leharati dagariya ho toh phir kyun na chalun main behka behka re
Mere jeevan mein yeh shaam aayi hai mohabbat wale zamane liye

Woh aalam bhi ajab hoga woh jab mere kareeb aayegi meri kasam
Kabhi baiyaan chhuda legi, kabhi hanske gale se lag jayegi haaye
Meri baahon mein machal jayegi woh sache jhoothe bahane liye

Bahaaro mein nazaaro mein nazar daalun toh aisa laage meri kasam
Woh naino mein bhare kajal, ghunghat khole khadi hai mere aage re
Sharam se bojhal jhuki palako mein jawan raato ke fasane liye

Chala Jata Hoon Lyrics English Translation Meaning

Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Milan ki masti bhari aankhon mein hazaro sapne suhane liye
The joy of meeting and thousands of beautiful dreams are there in my eyes
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Yeh masti ke nazaare hai toh aise mein sambhalna kaisa meri kasam
How should I control myself in these sceneries of joy
Joh leharati dagariya ho toh phir kyun na chalun main behka behka re
When the path itself is wayward, then why shouldn’t I walk waywardly myself
Mere jeevan mein yeh shaam aayi hai mohabbat wale zamane liye
This evening has come in my life bringing the times of love
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Woh aalam bhi ajab hoga woh jab mere kareeb aayegi meri kasam

The time when she’ll come close to me will be amazing
Kabhi baiyaan chhuda legi, kabhi hanske gale se lag jayegi haaye
At times she’ll pull her hand out and at times she’ll smile and embrace me
Meri baahon mein machal jayegi woh sache jhoothe bahane liye
She’ll go crazy in my arms with her real and fake excuses
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Bahaaro mein nazaaro mein nazar daalun toh aisa laage meri kasam
When I see these springs and lovely sceneries, then I feel as if
Woh naino mein bhare kajal, ghunghat khole khadi hai mere aage re
She’s standing in front of me opening her veil and with kohl in her eyes
Sharam se bojhal jhuki palako mein jawan raato ke fasane liye
She’s feeling shy in these stories of the young nights
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts
Milan ki masti bhari aankhon mein hazaro sapne suhane liye
The joy of meeting and thousands of beautiful dreams are there in my eyes
Chala jata hoon kisi ki dhun mein dhadakte dil ke tarane liye
I keep on singing the songs of a beating heart in someone’s thoughts

Leave a Comment