Chale Bhi Aao Kasam Tumhen Lyrics in Hindi & English

Song Name : Chale Bhi Aao Kasam Tumhen
Album / Movie : Ek Saal
Star Cast : Ashok Kumar, Madhubala, Kuldip Kaur, Minu Mumtaz, Johnny Walker, Mehmood, Madan Puri
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Lyrics by : Prem Dhawan
Music Label : Saregama

Chale Bhi Aao Kasam Tumhen Lyrics in Hindi

किसी ने आज मोहब्बत
को आजमाया है
वफ़ा को आज निभाने
का वक़्त आया है
पुकार सुन के चले
आओ दो घड़ी के लिए
बड़ी तमन्ना से हमने
तुम्हें बुलाया है
चले भी आओ चले भी आओ
चले भी आओ

चले भी आओ चले भी आओ
तुम्हें कसम है चले भी आओ
चले भी आओ
चले भी आओ चले भी आओ
तुम्हें कसम है चले भी आओ
चले भी आओ

उसी से कहते हैं बात दिल की
के जिसको समझे कुछ आना अपना
उसी से कहते हैं बात दिल की
के जिसको समझे कुछ अपना अपना
मिटा न देना भरम ये मेरा
न तोड़ देना ये प्यारा सपना

चले भी आओ चले भी आओ
तुम्हें कसम है
चले भी आओ चले भी आओ
न आये तुम तो कहेगी दुनिया
ये नाज़ झूठा ये
प्यार झूठा
ये प्यार झूठा
न आये तुम तो कहेगी दुनिया
ये नाज़ झूठा ये प्यार झूठा
ये प्यार झूठा
ये दिल की धड़कन है एक धोखा
निगाह का इंतज़ार झूठा
चले भी आओ चले भी आओ
चले भी आओ चले भी आओ.

Chale Bhi Aao Kasam Tumhen Lyrics in English

Kisi ne aaj mohabbat
Ko aazmaya hai
Wafa ko aaj nibhaane
Ka waqt aaya hai
Pukar sun ke chale
Aao do ghadi ke liye
Badi tamanna se hamne
Tumhen bulaya hai
Chale bhi aao chale bhi aao
Chale bhi aao

Chale bhi aao chale bhi aao
Tumhen kasam hai chale bhi aao
Chale bhi aao
Chale bhi aao chale bhi aao
Tumhen kasam hai chale bhi aao
Chale bhi aao

Usi se kahte hain baat dil ki
Ke jisko samjhe kuchh aana apna
Usi se kahte hain baat dil ki
Ke jisko samjhe kuchh apna apna
Mitaa na dena bharam ye mera
Na tod dena ye pyara sapna

Chale bhi aao chale bhi aao
Tumhen kasam hai
Chale bhi aao chale bhi aao
Na aaye tum to kahegi duniya
Ye naaz jhootha ye
Pyaar jhootha
Ye pyaar jhootha
Na aaye tum to kahegi duniya
Ye naaz jhootha ye pyaar jhootha
Ye pyaar jhootha
Ye dil ki dhadkan hai ek dhokha
Nigaah ka intzaar jhootha
Chale bhi aao chale bhi aao
Chale bhi aao chale bhi aao.

Leave a Comment