Song Name : Chand Mera Dil
Album / Movie : Hum Kisise Kum Naheen 1977
Star Cast : Rishi Kapoor, Kaajal Kiran, Amjad Khan, Zeenat Aman
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Rahul Dev Burman
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Saregama
Chand Mera Dil Lyrics in Hindi
चाँद मेरा दिल
चाँदनी हो तुम
चाँद से है दूर
चाँदनी कहाँ
लौट के आना है यहीं तुमको
जा रहे हो तुम जाओ मेरी जान
वैसे तो हर कदम
मिलेंगे लोग सनम
मिलेगा सच्चा प्यार मुश्किल से
हो दिल की दोस्ती खेल नहीं कोई
दिल से दिल है मिलता
यार मुश्किल से
यही तो है सनम
प्यार का ठिकाना
मैं हूँ मैं हूँ
मैं हूँ
चाँद मेरा दिल
चाँदनी हो तुम
चाँद से है दूर
चाँदनी कहाँ
लौट के आना है यहीं तुमको
जा रहे हो तुम जाओ मेरी जान
जाओ मेरी जान
Chand Mera Dil Lyrics in English
Chaand mera dil
Chaandni ho tum
Chaand se hai dur
Chaandni kahaan
Laut ke aana hai yahin tumko
Jaa rahe ho tum jaao meri jaan
Waise to har kadam
Milenge log sanam
Milega saccha pyaar mushkil se
Ho dil ki dosti khel nahin koyi
Dil se dil hai milta
Yaar mushkil se
Yehi to hai sanam
Pyaar ka thikana
Main hun main hun
Main hun
Chaand mera dil
Chaandni ho tum
Chaand se hai dur
Chaandni kahaan
Laut ke aana hai yahin tumko
Jaa rahe ho tum jaao meri jaan
Jaao meri jaan, jaao meri.