Chhil Gaye Naina Lyrics in Hindi & English

Song Name : Chhil Gaye Naina
Album / Movie : Nh10 2015
Star Cast : Anushka Sharma, Neil Bhoopalam, Darshan Kumaar, Deepika Padukone
Singer : Dipanshu Pandit, Kanika Kapoor
Music Director : Darshan Rathod, Sanjeev Rathod
Lyrics by : Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Label : Eros Music

Chhil Gaye Naina Lyrics in Hindi

कांच की नींद आयी
पत्थर के ख्वाब लायी
कांच की नींद आयी
पत्थर के ख्वाब लायी
जाने रब जाने कब
ज़ख्मों से मिल गए नैना

छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना

चिट्ठी जावे
साजन गया किस देस
टूटे दिल की जग भी नहीं सुनता
ना ही सुने दरवेश

टुकड़ा टुकड़ा इन साँसों का
सीने में है बिखरा पड़ा
टुकड़ा टुकड़ा इन साँसों का
सीने में है बिखरा पड़ा
सूखा हुआ समंदर
है आँखों के है अंदर
धड़कन चलेगी कैसे
दिल में चुभी है खंजर
दिन काले काले लगे
लगती है काली काली रैणा

छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना

कांच की नींद आयी
पत्थर के ख्वाब लायी
कांच की नींद आयी
पत्थर के ख्वाब लायी
जाने रब जाने कब
ज़ख्मों से मिल गए नैना

छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना
छिल गए नैना

Chhil Gaye Naina Lyrics in English

Kanch ki neend aayi
Pathar ke khwaab laayi
Kanch ki neend aayi
Pathar ke khwaab laayi
Jaane rab jaane kab
Zakhmon se mil gaye naina

Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina

Chitthi jaave, na jaave sandesa
Sajan gaya kis des
Toote dil ki jag bhi nahi sunta
Naa hi sune darvesh

Tukda tukda in saason ka
Seene mein hai bikhra pada
Tukda tukda in saason ka
Seene mein hai bikhra pada
Sookha hua samandar
Hai aankhon ke hai andar
Dhadkan chalegi kaise
Dil mein chubhe hai khanjar
Din kaale kaale lage
Lagti hai kaali kaali raina

Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina

Kanch ki neend aayi
Pathar ke khwaab laayi
Kanch ki neend aayi
Pathar ke khwaab laayi
Jaane rab jaane kab
Zakhmon se mil gaye naina

Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina
Chhil gaye naina, chhil gaye naina.

Leave a Comment