Darshan Huye Tumhaare Lyrics in Hindi & English

Song Name : Darshan Huye Tumhaare
Album / Movie : Vidyapati
Star Cast : Pahadi Sanyal, Durgadas Bannerjee, Chhaya Devi, Kanan Devi, Krishna Chandra Dey, Leela Desai, Prithviraj Kapoor, Amar Mullick, K.N. Singh, Devbala, Nemo, Ahi Sanyal, Kidar Nath Sharma
Singer : Pahadi Sanyal
Music Director : Rai Chand Boral
Lyrics by : Kidar Nath Sharma (Kedar Sharma)
Music Label : Saregama

Darshan Huye Tumhaare Lyrics in Hindi

दर्शन हुए तिहारे साजन
जागे भाग हमारे
दर्शन हुए तिहारे साजन
जागे भाग हमारे

रंग डाला मोहे प्रेम रंग में
उमंग उमंग है अंग अंग में
रंग डाला मोहे प्रेम रंग में
उमंग उमंग है अंग अंग में
चीत में बसत अब नैना तिहारे
प्यारे प्यारे अति न्यारे साजन
चीत में बसत अब नैना तिहारे
प्यारे प्यारे अति न्यारे साजन
जागे भाग हमारे
दर्शन हुए तिहारे साजन
जागे भाग हमारे

आँखों के आज सामने
आँखों का चाँद है
आवाज़ देके आज तेरा
चाँद मंद है
भूल रहे हैं सितारे
भूल रहे हैं सितारे
भूल रहे हैं सितारे
भूल रहे हैं सितारे.

Darshan Huye Tumhaare Lyrics in English

Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare

Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Rang daalaa mohe prem rang mein
Umang umang hai ang ang mein
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Cheet mein basat ab nainaa tihaare
Pyaare pyaare ati nyaare saajan
Jaage bhaag hamaare
Darshan huye tihaare saajan
Jaage bhaag hamaare

Aankhon ke aaj saamne
Aankhon kaa chaand hai
Aawaaz deke aaj teraa
Chaand mand hai
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare
Bhool rahe hain sitaare.

Leave a Comment