Dhadkate Dil Ki Tamanna Lyrics in Hindi & English

Song Name : Dhadkate Dil Ki Tamanna
Album / Movie : Shama 1961
Star Cast : Nimmi, Vijay Dutt, M. Kumar, Kammo, Tarun Bose, Suraiya, Mumtaz Begum, Tun Tun, Chandabala
Singer : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Music Director : Ghulam Mohammad
Lyrics by : Kaifi Azmi
Music Label : Saregama

Dhadkate Dil Ki Tamanna Lyrics in Hindi

धड़कते दिल की तमन्ना
हो मेरा प्यार हो तुम
मुझे क़रार नहीं
मुझे क़रार नहीं
जब से बेक़रार हो तुम
जब से बेक़रार हो तुम
धड़कते दिल की तमन्ना
हो मेरा प्यार हो तुम

खिलाओ फूल किसी के
किसी चमन में रहो
खिलाओ फूल किसी के
किसी चमन में रहो
जो दिल की राह से गुज़री
है वो बहार हो तुम
जो दिल की राह से गुज़री
है वो बहार हो तुम

ज़ेहनासिब अता की
जो दर्द की सौगात
ज़ेहनासिब अता की
जो दर्द की सौगात
वो ग़म हसीं है जिस
ग़म के ज़िम्मेदार हो तुम
वो ग़म हसीं है जिस
ग़म के ज़िम्मेदार हो तुम
धड़कते दिल की तमन्ना
हो मेरा प्यार हो तुम

चढ़ाऊँ फूल या आंसू
तुम्हारे कदमों में
मेरी वफाओं की उल्फत
की यादगार हो तुम
मेरी वफाओं की उल्फत
की यादगार हो तुम
धड़कते दिल की तमन्ना
हो मेरा प्यार हो तुम

Dhadkate Dil Ki Tamanna Lyrics in English

Dhadkate dil ki tamanna
Ho mera pyaar ho tum
Mujhe qaraar nahin
Mujhe qaraar nahin
Jab se beqaraar ho tum
Jab se beqaraar ho tum
Dhadkate dil ki tamanna
Ho mera pyaar ho tum

Khilaao phul kisi ke
Kisi chaman men raho
Khilaao phul kisi ke
Kisi chaman men raho
Jo dil ki raah se guzari
Hai wo bahaar ho tum
Jo dil ki raah se guzari
Hai wo bahaar ho tum

Zehanasib ataa ki
Jo dard ki saugaat
Zehanasib ataa ki
Jo dard ki saugaat
Wo gham hasin hai jis
Gham ke zimmedaar ho tum
Wo gham hasin hai jis
Gham ke zimmedaar ho tum
Dhadkate dil ki tamanna
Ho mera pyaar ho tum

Chadaaun phul yaa aansu
Tumhaare kadmo men
Meri wafao ke ulfat
Ki yaadgaar ho tum
Meri wafao ke ulfat
Ki yaadgaar ho tum
Dhadkate dil ki tamanna
Ho mera pyaar ho tum

Leave a Comment