Hey Param Peetah Parmeshwar Lyrics in Hindi & English

Song Name : Hey Param Peetah Parmeshwar
Album / Movie : Jaagruti 1993
Star Cast : Salman Khan, Karisma Kapoor
Singer : Sadhana Sargam
Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics by : Sameer
Music Label : Venus

Hey Param Peetah Parmeshwar Lyrics in Hindi

हे परमापीताः परमेश्वर
ऐसी जागृति पैदा कर
हे परमापीताः परमेश्वर
ऐसी जागृति पैदा कर
हिंसा की आग बुझ जाए
हिंसा की आग बुझ जाए
अंतर में प्रेम लहराये
परमपिता परमेश्वर

भाई चारे की बात चले
फिर पूजा हो मानवता की
दुनिया में नया सवेरा हो
दुनिया में नया सवेरा हो
ढले रात ये दानवता की
वह राम राज्य फिर आये
अंतर में प्रेम लहराये
परमपिता परमेश्वर

खुशहाली के दिन हों सदा
कोई निर्धन अनाथ न होवे
गंगा जमुना की धरती पर
गंगा जमुना की धरती पर
हर मानव सुकून से सोवे
जब कोई भी न दुःख पाये
अंतर में प्रेम लहराये
परमपिता परमेश्वर.

Hey Param Peetah Parmeshwar Lyrics in English

Hey paramapeetah parameshwar
Aisi jaagrati paida kar
Hey paramapeetah parameshwar
Aisi jaagrati paida kar
Hinsa ki aag bujh jaaye
Hinsa ki aag bujh jaaye
Antar mein prem laharaaye
Paramapita parameshwar

Bhaai chaare ki baat chale
Phir pooja ho maanavta ki
Duniya mein naya savera ho
Duniya mein naya savera ho
Dhale raat ye daanavta ki
Woh raam raajya phir aaye
Antar mein prem laharaaye
Paramapita parameshvar

Khushahaali ke din hon sada
Koi nirdhan anaath na hove
Ganga jamuna ki dharti par
Ganga jamuna ki dharti par
Har maanav sukoon se sove
Jab koi bhi na duhkh paaye
Antar mein prem laharaaye
Parampita parameshvar.

Leave a Comment