Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Lyrics in Hindi & English

Song Name : Hum Aur Tum Aur Yeh Sama
Album / Movie : Dil Deke Dekho 1959
Star Cast : Shammi Kapoor, Asha Parekh
Singer : Mohammed Rafi
Music Director : Usha Khanna
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Saregama

Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Lyrics in Hindi

हम और तुम और यह
समां क्या नशा नशा सा है
बोलिए न बोलिये सब
सुना सुना सा है
हम और तुम और यह
समां क्या नशा नशा सा है

बेक़रार से हो क्यों
हम को पास आने भी दो
गिर पड़ा जो हाथ से
वह रुमाल उठाने भी दो
बनते क्यों हो जाने भी दो
बनते क्यों हो जाने भी दो
हम और तुम और यह
समां क्या नशा नशा सा है
बोलिए न बोलिये सब
सुना सुना सा है

आज बात बात पे आप
क्यों सँभालने लगे
थरथराये होठ क्यों
अश्क़ क्यों मचलने लगे
लिपटे गेसु खुलने लगे
लिपटे गेसु खुलने लगे
हम और तुम और यह
समां क्या नशा नशा सा है
बोलिए न बोलिये सब सुना सुना सा है.

Hum Aur Tum Aur Yeh Sama Lyrics in English

Hum aur tum aur yeh
Sama kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye sab
Suna suna sa hai
Hum aur tum aur yeh
Sama kya nasha nasha sa hai

Beqaraar se ho kyon
Hum ko paas aane bhi do
Gir padaa jo haath se
Woh rumaal uthaane bhi do
Bante kyon ho jaane bhi do
Bante kyon ho jaane bhi do
Hum aur tum aur yeh
Sama kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye sab
Suna suna sa hai

Aaj baat baat pe aap
Kyon sambhalne lage
Thartharaaye hoth kyon
Ashq kyon machalne lage
Lipte gesu khulne lage
Lipte gesu khulne lage
Hum aur tum aur yeh
Sama kya nasha nasha sa hai
Boliye na boliye sab suna suna sa hai.

Leave a Comment