Hum Chale Watan Ki Aur Lyrics in Hindi & English

Song Name : Hum Chale Watan Ki Aur
Album / Movie : Kashinath
Star Cast : Asitbaran, Sunanda Banerjee, Dilip Bose
Singer : Asit Baran
Music Director : Pankaj Mullick
Lyrics by : Pandit Bhushan
Music Label : Columbia/Hindustan Records

Hum Chale Watan Ki Aur Lyrics in Hindi

हम चले वतन की और
हम चले वतन की और
खींच रहा है
खींच रहा है
कोई हमको ताल प्रेम की डोर
हम चले वतन की और
हम चले वतन की और

फूलो खिले है नए नए
और नयी कोपले आयी
मस्त हवा ये चली
धलिया झूम झूम लेहरायी
नाच रहा है
नाच रहा है
ताल ताल पर मस्ताना मोर
हम चले वतन की और
हम चले वतन की और

आज ख़ुशी की भोर होगी
हसेगा आज किसी के नैन
जब जब गाएँगे कानो में
ख़ुशी के मनोहर मिथे गण
आज ख़ुशी के दिन सुहाग का
आज ख़ुशी के दिन सुहाग का
रहेगा न कोई चोर
रहेगा न कोई चोर
हम चले वतन की और
हम चले वतन की और.

Hum Chale Watan Ki Aur Lyrics in English

Hum chale watan ki aur
Hum chale watan ki aur
Kinch raha hai
Kinch raha hai
Koi hamko taal prem ki dhor
Hum chale watan ki aur
Hum chale watan ki aur

Phoolo khile hai naye naye
Aur nayi kople aayi
Mast hawa ye chali
Dhaliya jhoom jhoom leharayi
Nach raha hai
Nach raha hai
Taal taal par mastana mor
Hum chale watan ki aur
Hum chale watan ki aur

Aaj khushi ki bhor hogi
Hasega aaj kisi ke naina
Jab jab gayenge kano mein
Khushi ke manohar mithe gana
Aaj khushi ke din suhag ka
Aaj khushi ke din suhag ka
Rahega na koi chor
Rahega na koi chor
Hum chale watan ki aur
Hum chale watan ki aur.

Leave a Comment