Song Name : Hummein Tummein Jo Tha
Album / Movie : Raaz Reboot 2016
Star Cast : Emraan Hashmi, Kriti Kharbanda
Singer : Angaraag Mahanta (Papon), Palak Muchhal
Music Director : Jeet Ganguly
Lyrics by : Rashmi Virag
Music Label : T-Series
Hummein Tummein Jo Tha Lyrics in Hindi
हममें तुममें जो था
वह खत्म हो गया
मोड़ पे आखरि मैं रह गया
मैंने कोशिश बहोत
कि बचा लूँ मगर
पहले दिल बाद में
घर झाल गया
सीने में दी जगह
मैंने जिस राज़ को
आँखों से वह मेरी बह गया
हममें तुममें जो था
वह खत्म हो गया
मोड़ पे आखरि मैं रह गया
मेरे लिए तू वही है बदला कुछ नहीं
खिला है ये वक़्त का सुभ बिगडा कुछ नहीं
है कसम तू आके ले चल
मुझे भी वहीँ
ए मसीहा मेरे
ा ज़ख़्म भर भी दे
दर्द में डूबी हूँ गेहरिया.
Hummein Tummein Jo Tha Lyrics in English
Hummein tummein jo tha
Woh khatam ho gaya
Mod pe aakhari main reh gaya
Maine koshish bahot
Ki bacha loon magar
Pehle dil baad mein
Ghar jhal gaya
Seene mein di jagah
Maine jis raaz ko
Aankhon se woh meri beh gaya
Hummein tummein jo tha
Woh khatam ho gaya
Mod pe aakhari main reh gaya
Mere liye tu wahi hai badla kuch nahi
Khila hai ye waqt ka subh bigda kuch nahi
Hai kasam tu aake le chal
Mujhe bhi wahin
Aye masiha mere
Aa zakham bhar bhi de
Dard mein doobi hoon gehraiya.