Idiot Box Title Lyrics in Hindi & English

Song Name : Idiot Box Title
Album / Movie : Idiot Box 2010
Star Cast : Sushant Singh, Hrishitaa Bhatt, Milind Gunaji, Upasna Singh, Surendra Pal, Jyoti Gauba, Sanghmitra Kumar
Singer : Sangeet Haldipur
Music Director : Anand Shrivastav, Milind Shrivastav
Lyrics by : Sameer
Music Label : Venus Records

Idiot Box Title Lyrics in Hindi

कभी छोङ में देखा हैं
कभी धुप में देखा हैं
कभी छोङ में देखा हैं
कभी धुप में देखा हैं
इस ज़िन्दगी को हमने
कहीं रूप में देखा हैं
तक़लीफ़ें बेशुमार हैं
राहत के पल हज़ार हैं
मौसम भी तार तार हैं
दुनिया क्या हैं यार
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स

कहीं वफ़ा के नाम पे
होती हैं बेवफाईया
कहीं जश्न का मौसम
कहीं ाहें कहीं दुहैया
इडियट बॉक्स
हे कहीं वफ़ा के नाम पे
होती हैं बेवफाईया
कहीं जश्न का मौसम
कहीं ाहें कहीं दुहैया
रिश्तों में अब दरार हैं
हर दिल में जूथा प्यार हैं
खतरें में ऐतबार हैं
दुनिया क्या हैं यार
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स

अनजाना हर शख्स हैं
मुश्किल अब पहचान हैं
बेगाने की बात क्या
अपना भी अनजान हैं
इडियट बॉक्स
हे अन्जाना हर शख्स हैं
मुश्किल अब पहचान हैं
बेगाने की बात क्या
अपना भी अनजान हैं
चेहरे पे एक नकाब हैं
आँखों में झूठ खाब हैं
उलझन भी बेहिसाब हैं
दुनिया क्या हैं यार
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स
इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स इडियट बॉक्स.

Idiot Box Title Lyrics in English

Kabhi chhon mein dekha hain
Kabhi dhoop mein dekha hain
Kabhi chhon mein dekha hain
Kabhi dhoop mein dekha hain
Iss zindagi ko humne
Kahin roop mein dekha hain
Taqlifein beshumaar hain
Raahat ke pal hazaar hain
Mausam bhi taar taar hain
Duniya kyaa hain yaar
Idiot box idiot box idiot box
Idiot box idiot box idiot box

Kahin waffa ke naam pe
Hoti hain bewafaaiya
Kahin jashn ka mausam
Kahin aahein kahin duhaiya
Idiot box
Hey kahin waffa ke naam pe
Hoti hain bewafaaiya
Kahin jashn ka mausam
Kahin aahein kahin duhaiya
Rishto mein ab daraar hain
Har dil mein jutha pyaar hain
Khatrein mein aitbaar hain
Duniya kyaa hain yaar
Idiot box idiot box idiot box
Idiot box idiot box idiot box

Anjaana har shakhas hain
Mushkil ab pehchaan hain
Begaane ki baat kyaa
Apna bhi anjaan hain
Idiot box
Hey anjaana har shakhas hain
Mushkil ab pehchaan hain
Begaane ki baat kyaa
Apna bhi anjaan hain
Chehare pe ek naqaab hain
Aankhon mein jhuth khaab hain
Uljhan bhi behisaab hain
Duniya kyaa hain yaar
Idiot box idiot box idiot box
Idiot box idiot box idiot box.

Leave a Comment