Song Name : Insanon Se Jaanwar
Album / Movie : Jaanwar 1983
Star Cast : Rajesh Khanna, Zeenat Aman, Pran, Pradeep Kumar, Prem Chopra, Nirupa Roy
Singer : Kishore Kumar
Music Director : Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal)
Lyrics by : Majrooh Sultanpuri
Music Label : Saregama
Insanon Se Jaanwar Lyrics in Hindi
बड़े नेक बड़े सीधे बड़े सच्चे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है
जानवर दसे तो उसकी कोई दवा तो है
इंसान के कते की कोई दवा नहीं
जानवर के पंजे से तो बच गए कई
इंसान के पंजे से कोई बचा नहीं
ये मीट ऋषियो के ये फकीरो के साथी
ये जालिमो के दर हो गए है बनवासी
हो गए है बनवासी
बेगुनाह मासूम जैसे बच्चे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है
जंगल को बसाये फिर भी यह
जंगल को बसाये फिर भी यह
वैह्सी दरिन्दा कहलाये
बस्तिया उजड़े इंसा तो तहजीब का पुतला कहलाये
तहजीब का पुतला कहलाये
और यह वफ़ा के पुतले तो निहथे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है
इंसानों से जानवर अच्छे होते है.
Insanon Se Jaanwar Lyrics in English
Bade nek bade sidhe bade sache hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai
Janawar dase to uski koi dawa to hai
Insan ke kate ki koi dawa nahi
Jaanwar ke panje se to bach gaye kai
Insan ke panje se koi bacha nahi
Ye meet rishiyo ke ye fakiro ke sathi
Ye jalimo ke dar ho gaye hai banwasi
Ho gaye hai banwasi
Begunah masum jaise bache hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai
Jungle ko basaye fir bhi yeh
Jungle ko basaye fir bhi yeh
Waihsi darinda kahlaye
Bastiya ujade insa to tahjib ka putla kahlaye
Tahjib ka putla kahlaye
Or yeh wafa ke putle to nihathe hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai
Insanon se jaanwar achhe hote hai.