Is Se Jyada Dukh Na Koi Lyrics in Hindi & English

Song Name : Is Se Jyada Dukh Na Koi
Album / Movie : Shreemaan Aashique
Star Cast : Rishi Kapoor, Urmila Matondkar, Anupam Kher, Bindu
Singer : Ustad Ghulam Mustafa Khan
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics by : Noor Kaskar, Sameer
Music Label : Tips Music

Is Se Jyada Dukh Na Koi Lyrics in Hindi

इस से ज्यादा दुःख न कोई
इस से ज्यादा दुःख न कोई
प्यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
इस से ज्यादा दुःख न कोई
इस से ज्यादा दुःख न कोई
प्यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे

इससे ज्यादा दुःख न कोई
इससे ज्यादा दुःख न कोई
प्यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे

इससे ज्यादा दुःख न कोई
इससे ज्यादा दुःख न कोई
प्यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे

रोज ये दिल का दर्द बढ़ाये
एक पल भी कही चैन न आये
डूब गया है सुख का सवेरा
चारो तरफ है ग़म न अँधेरा
दुनिआ बिछडे नहीं परवाह
दिलदार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे

नागिन बनकर दस्ति राते
पतझड़ लगती है बरसते
आंसू बनके रोटी आँखे
शामों सहर न सोती आँखे
होठों पे है यही दुआ
ग़म खार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे
किसी का यार न बिछडे.

Is Se Jyada Dukh Na Koi Lyrics in English

Is se jyada dukh na koi
Is se jyada dukh na koi
Pyaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Is se jyada dukh na koi
Is se jyada dukh na koi
Pyaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde

Isse jyada dukh na koi
Isse jyada dukh na koi
Pyaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichde
Kisi ka yaar na bichde
Kisi ka yaar na bichde

Isse jyada dukh na koi
Isse jyada dukh na koi
Pyaar na bichde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde

Rog ye dil ka dard badhaye
Ek pal bhi kahi chain na aaye
Dub gaya hai sukh ka sawera
Charo taraf hai gham na andhera
Dunia bichde nahi parwah
Dildar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde

Nagin bankar dasti raate
Patjhad lagti hai barsate
Aasu banke roti aankhe
Shamo sahar na soti aankhe
Hotho pe hai yahi dua
Gham khar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde
Kisi ka yaar na bichhde.

Leave a Comment