Ishq Mein Hum Tere Lyrics in Hindi & English

Song Name : Ishq Mein Hum Tere
Album / Movie : Bhadaas 2013
Star Cast : Meera, Aryeman Ramsay, Shree Rajput, Anant Mahadevan, Rudra Kaushik, Ashutosh Kaushik, Mushtaq Khan, Shiva Rindan, Gargi Patel
Singer : Palak Muchhal
Music Director : Shabab Azmi
Lyrics by : Israr Ansari
Music Label : Madhu Home Entertainment

Ishq Mein Hum Tere Lyrics in Hindi

इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है
दर है न जाग जाये सारे अरमान दिल के
दर है न जाग जाये सारे अरमान दिल के
चैन से जो अभी जो अभी सो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है

जब भी तू पास हो ऐसा अहसास है
न हुई जो कभी क्यों न वो बात है
और कब तक सहे दिल ये तन्हाईया
मेरे बस में नहीं मेरी अंगड़ाइयाँ
तेरी बाहों में आके खुद को महफूज पके
तेरी बाहों में आके खुद को महफूज पके
हर निगाहो से हम बेफिक्र हो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है

तुम मेरी रूह में यु उतरने लगे
शर्म से तूट के हम बिखरने लगे
ये तेरे इश्क का जाने क्या है असर
खुद का अब होश है न ही दिल की खबर
एक नशा सा नज़र में इस तरह छा रहा है
एक नशा सा नज़र में इस तरह छा रहा है
डूब कर तुझमे ही बस तेरे हो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है
इश्क़ में हम तेरे इस कदर खो रहे है .

Ishq Mein Hum Tere Lyrics in English

Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai
Dar hai na jaag jaye sare arman dil ke
Dar hai na jaag jaye sare arman dil ke
Chain se jo abhi jo abhi so rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai

Jab bhi tu paas ho aisa ahsas ha
Na hui jo kabhi kyu na vo baat ha
Aur kab tak sahe dil ye tanhaiya
Mere bas mein nahi meri angadaiya
Teri baho mein aake khud ko mahfuj pake
Teri baho mein aake khud ko mahfuj pake
Har nigaho se hum befikar ho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai

Tum meri ruh mein yu utrne lage
Sharam se tut ke hum bikharane lage
Ye tere ishk ka jane kya hai asar
Khud ka ab hosh hai na hi dil ki khabar
Ek nasha sa nazar mein is tarah cha raha hai
Ek nasha sa nazar mein is tarah cha raha hai
Dub kar tujhme hi bas tere ho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai
Ishq mein hum tere is kadar kho rahe hai .

Leave a Comment