Itna Bhi Bekaso Lyrics in Hindi & English

Song Name : Itna Bhi Bekaso
Album / Movie : Bholi
Star Cast : Prem Abeed, Geeta Bali, Nawab, Khatoon, Shashikala, Gope, Jeevan
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Govind Ram
Lyrics by : Ishwar Chandra Kapoor
Music Label : Columbia Records

Itna Bhi Bekaso Lyrics in Hindi

इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
के दिल का दर्द लैब
के दिल का दर्द लैब
पे फरियाद बन के आये
इतना भी बेकसों को ना

जो कुछ था पास अपने
वह हम लुटा चुके हैं
अपने ही हाथों अपनी
हस्ती मिटा चुके हैं
उजड़े हुए चमन
में अब क्या बहार आये
उजड़े हुए चमन
में अब क्या बहार आये
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए

क्या शान है शमा की
परवाने को जलना
परवानो को जला कर
शमा भी जलती जाये
परवानो को जला कर
शमा भी जलती जाये
इतना भी बेकसों को
ना आसमान सताए
इतना भी बेकसों को ना.

Itna Bhi Bekaso Lyrics in English

Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Ke dil kaa dard lab
Ke dil kaa dard lab
Pe fariyad ban ke aaye
Itna bhi bekaso ko naa

Jo kuchh tha paas apne
Wah hum luta chuke hain
Apne hi hatho apni
Hasti mita chuke hain
Ujade huye chaman
Mein ab kya bahar aaye
Ujade huye chaman
Mein ab kya bahar aaye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye

Kya shan hai shama ki
Paravano ko jalana
Paravano ko jala kar
Shama bhi jalati jaye
Paravano ko jala kar
Shama bhi jalati jaye
Itna bhi bekaso ko
Naa aasman sataye
Itna bhi bekaso ko naa.

Leave a Comment