Song Name : Jab Saiyaan
Album / Movie : Gangubai Kathiawadi
Star Cast : Alia Bhatt, Shantanu Maheshwari, Ajay Devgn
Singer : Shreya Ghoshal
Music Director : Sanjay Leela Bhansali
Lyrics by : A.M. Turaz
Music Label : Saregama Music
Jab Saiyaan Lyrics in Hindi
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
खुदको देखने तक की भी
फुर्सत मुझको नहीं मिलती
उनके इश्क़ के नूर के आगे
शम्मा नहीं जलती
लाखों नाज़ लग गये है
फिर गुरूर के इस बदनाम को
जब सैयां आये शाम को
तो लग गये चाँद मेरे नाम को
सर पे रख के नाच फिरी मैं
हर जलते हुए इलज़ाम को
Jab Saiyaan Lyrics in English
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko
Sar pe rakh ke naach phiri main
Har jalte hue ilzaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko
Khudko dekhne tak ki bhi
Fursat mujhko nahi milti
Unke ishq ke noor ke aage
Shamma nahi jalti
Laakhon naaz lag gaye hai
Phir guroor ke iss badnaam ko
Jab saiyaan aaye shaam ko
Toh lag gaye chaand mere naam ko
Sar pe rakh ke naach phiri main,
Har jalte hue ilzaam ko