Song Name : Jis Tarah Se Hum Barbaad Huye
Album / Movie : Duniya
Star Cast : Karan Dewan, Suraiya, Shakila, Yakub, Bhudo Advani, Anwaribai, Baby Zubeida
Singer : Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Music Director : Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra)
Lyrics by : Arzoo Lakhnavi, Asad Bhopali, Saraswati Kumar Deepak, Shamsul Huda Bihari (S. H. Bihari)
Music Label : Saregama
Jis Tarah Se Hum Barbaad Huye Lyrics in Hindi
कितनी ज़ालिम है ये दुनिया
फूंक डाला घर मेरा
जल गया सारा चमन
हम बेजुबा देखा किये
जिस तरह से हम बर्बाद हुए
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
जिस तरह से हम बर्बाद हुए
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
दिल की बस्ती इस तरह से लुट गयी
एक भूल से
जिस तरह से हम बर्बाद हुए
नाजुक फूल से
ओ री दुनिया क्या तुझे
यही मुझे बहलाने था
ओ री दुनिया क्या तुझे
यही मुझे बहलाने था
ख्वाब था जो कुछ के देखा
जो सुना अफ़साना था
जिस तरह से हम बर्बाद हुए
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
जिस तरह से हम बर्बाद हुए
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो
ऐसा भी कोई बर्बाद न हो.
Jis Tarah Se Hum Barbaad Huye Lyrics in English
Kitni zalim hai ye duniya
Fuk dala ghar mera
Jal gaya sara chaman
Hum bejuba dekha kiye
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Dil ki basti is tarah se lut gayi
Ek bhool se
Jis tarah se hum barbaad huye
Najuk phool se
O ri duniya kya tujhe
Yuhi mujhe bahlana tha
O ri duniya kya tujhe
Yuhi mujhe bahlana tha
Khwab tha jo kuchh ke dekha
Jo suna afsana tha
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho
Jis tarah se hum barbaad huye
Aisa bhi koi barbad na ho
Aisa bhi koi barbad na ho.