Main Hoon Na Tere Saath Lyrics in Hindi & English

Song Name : Main Hoon Na Tere Saath
Album / Movie : Parinda
Star Cast : Parineeti Chopra, Paresh Rawal, Manav Kaul, Ankur Vikal
Singer : Amaal Mallik
Music Director : Amaal Mallik
Lyrics by : Kunaal Vermaa
Music Label : T-Series

Main Hoon Na Tere Saath Lyrics in Hindi

तेरी इन सांसों के एहसासों को
यूँ करीब रखता हूँ
तेरी हर खुशी को और दर्दो को
मैं अपना समझता हूँ

तू मुस्कुराए दिल यही चाहे
डरने की है नहीं अब कोई बात

मैं हूँ ना तेरे साथ तेरे साथ
ना कोई था ना होगा तेरे बाद
मैं हूँ ना तेरे साथ तेरे साथ
कर ले तू पूरे सारे तेरे ख्वाब

देखो ना तुम जरा कोई नहीं यहाँ
दोनों ही बेकरार है
ऐसे कभी ना थी किसी की आदते
जो भी है पहली बार हैजाऊं कहीं भी मैं
तेरी ये खूश्बूयें
रहती हमेशा साथ है
मांगी नहीं कभी
मैंने कोई दुआ
तू जबसे मेरे पास है

बाहों में तेरी बर्बाद होंगे
चाहे सुबह से हो जाये रात

मैं हूँ ना तेरे साथ तेरे साथ
कर ले तू पूरे सारे तेरे ख्वाब

Main Hoon Na Tere Saath Lyrics in English

Teri In Saanson Ke Ehsason Ko
Yoon Kareeb Rakhta Hoon
Teri Har Khushi Ko Aur Dardon Ko
Main Apna Samajhta Hoon

Tu Muskuraye Dil Yehi Chaahe
Darne Ki Hai Nahi Ab Koyi Baat

Main Hoon Na Tere Saath Tere Saath
Na Koyi Tha Na Hoga Tere Baad
Main Hoon Na Tere Saath Tere Saath
Kar Le Tu Poore Saare Tere Khwab

Dekho Na Tum Zara Koyi Nahi Yahan
Dono Hi Bekaraar Hain
Aise Kabhi Na Thi Kisi Ki Aadatein
Jo Bhi Hai Pehli Baar Hai

Jaun Kahin Bhi Main
Teri Yeh Khushbuyein
Rehti Hamesha Sath Hain
Maangi Nahi Kabhi
Maine Koyi Dua
Tu Jabse Mere Paas Hai

Hmm Baahon Mein Teri Barbaad Honge
Chahe Subah Se Ho Jaaye Raat

Main Hoon Na Tere Saath Tere Saath
Kar Le Tu Poore Saare Tere Khwab

Leave a Comment