Mehka Sa Hai Sama Lyrics in Hindi & English

Song Name : Mehka Sa Hai Sama
Album / Movie : Yeh Kaisi Hai Aashiqui
Star Cast : Rajdeep,Sukhbir Lambha,Atul Soni,Shipra
Singer : Palak Muchhal, Zaheer Raj
Music Director : Shivam Bagchi
Lyrics by : Amitabh Ranjan, Mahil Paldhvi
Music Label : T-Series

Mehka Sa Hai Sama Lyrics in Hindi

महका सा है समां
पल भी मदहोश है
कह रही धड़कने
घूम हुआ होश है

जिस्म से जिस्म में
आज उतर जाने दे
हक़ है हद्द से
यूँ गुज़र जाने दे
हक़ है हद्द से
यूँ गुज़र जाने दे

तुझ में डूबी हूँ मैं इस क़दर
खुद की ना खुद को है कोई खबर
लागि मुझको तेरी ऐसी तालाब
तू ही तो जीने का मेरा सबब
मैं तेरी तू मेरा
फिर क्यों दूरियां
करीब आने दे

जिस से जिस्म में
आज उतर जाने दे
हक़ है हद्द से
यूँ गुज़र जाने दे
हक़ है हद्द से
यूँ गुज़र जाने दे.

Mehka Sa Hai Sama Lyrics in English

Mehka sa hai sama
Pal bhi madhosh hai
Keh rahi dhadkane
Ghum hua hosh hai

Jism se jism mein
Aaj utar jaane de
Haq hai hadd se
Yun guzar jaane de
Haq hai hadd se
Yun guzar jaane de

Tujh mein doobi hoon main is qadar
Khud ki naa khud ko hai koi khabar
Laagi mujhko teri aisi talab
Tu hi to jeene ka mera sabab
Main teri tu mera
Phir kyun dooriyaan
Kareeb aane de

Jis se jism mein
Aaj utar jaane de
Haq hai hadd se
Yun guzar jaane de
Haq hai hadd se
Yun guzar jaane de.

Leave a Comment