Mere Khwabon Mein Lyrics in Hindi & English

Song Name : Mere Khwabon Mein
Album / Movie : Dilwale Dulhania Le Jayenge 1995
Star Cast : Shahrukh Khan, Kajol, Amrish Puri, Farida Jalal, Anupam Kher
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics by : Anand Bakshi
Music Label : Sa Re Ga Ma

Mere Khwabon Mein Lyrics in Hindi

मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
उसे कहां कभी सामने तो आए
मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
उसे कहां कभी सामने तो आए
मेरे ख़्वाबों में जो आये

कैसा है कौन है वो जाने कहाँ है
हो कैसा है कौन है वह जाने कहाँ है
जिसके लिए मेरे होठों पे आह है
अपना है या बेगाना है वो
सच है या कोई अफसाना है वो
देखे घूर घूर के यूँही दूर दूर से
उसे कहो मेरी नींद न चुराये
मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
उसे कहां कभी सामने तो आए
मेरे ख़्वाबों में जो आये

जादू से जैसे कोई चलने लगा है
हो जादू से जैसे कोई चलने लगा है
मैं क्या करूँ दिल मचलने लगा है
तेरा दीवाना कहता है वो
चुप चुप से फिर क्यों रहता है वो
कर बैठा भूल वो ले आया फूल वो
उसे कहो जाए चाँद लेके आये
मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
मेरे ख़्वाबों में जो आये
आके मुझे छेड़ जाए
उसे कहां कभी सामने तो आए.

Mere Khwabon Mein Lyrics in English

Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Use kahon kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Use kahon kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye

Kaisa hai kaun hai wo jaane kahan hai
Ho kaisa hai kaun hai woh jaane kahan hai
Jiske liye mere hoton pe aah hai
Apna hai ya begana hai wo
Sach hai ya koi afsana hai wo
Dekhe ghur ghur ke yunhi door door se
Use kahon meri neend na churaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Use kahon kabhi saamne to aaye
Mere khwaabon mein jo aaye

Jadoo se jaise koi chalne laga hai
Ho jadoo se jaise koi chalne laga hai
Main kya karun dil machalne laga hai
Tera deewana kehta hai wo
Chup chup se phir kyon rahta hai wo
Kar baitha bhool wo le aaya phool wo
Use kaho jaaye chaand leke aaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Mere khwaabon mein jo aaye
Aake mujhe chhed jaaye
Use kahon kabhi saamne to aaye.

Leave a Comment