Naghmon Ke Rang Lyrics in Hindi & English

Song Name : Naghmon Ke Rang
Album / Movie : Vaade Iraade 1994
Star Cast : Ayush Kumar, Mamta Kulkarni, Suchitra Krishnamoorthi, Kulbhushan Kharbanda, Vijayendra Ghatge, Satyendra Kapoor, Rakesh Bedi, Anjan Srivastav, Yunus Parvez, Tiku Talsania, Javed Khan, Amrit Patel
Singer : Pankaj Udhas
Music Director : Jatin Pandit, Lalit Pandit
Lyrics by : Dev Kohli
Music Label : Ultra Music

Naghmon Ke Rang Lyrics in Hindi

नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं

रुख मोड़ दे हवा का जो
इंसान हैं वही
रुख मोड़ दे हवा का जो
इंसान हैं वही
मेरा तमाम दोस्तों को
ये पयाम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं

अरमान हैं मंज़िलो से भी
आगे ग़ुज़र ने का
अरमान हैं मंज़िलो से भी
आगे ग़ुज़र ने का
मंजिल तलक पहोचाना
एक बात आम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं

वादे इरादे जिनके बदलते नहीं कभी
वादे इरादे जिनके बदलते नहीं कभी
हर वक़्त फिर ये वक़्त तो
उनका गुलाम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं

नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं
लिखा हैं मैंने जो भी वह
महफ़िल के नाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं
नग़मों के रंग बिखरे हैं
ग़ज़लों की शाम हैं.

Naghmon Ke Rang Lyrics in English

Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Rukh mod de hawa ka jo
Insaan hain wahi
Mera tamaam dosto ko
Ye payaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Armaan hain manzilo se bhi
Aage ghuzar ne ka
Manzil talak pahochana
Ek baat aam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Waade iraade jinake badalte nahi kabhi
Har waqt phir ye waqt to
Unka ghulaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain

Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Likha hain maine jo bhi woh
Mehfil ke naam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain
Naghmon ke rang bikhare hain
Ghazalo ki shaam hain.

Leave a Comment