Nain Heen Ko Rah Dikha Lyrics in Hindi & English

Song Name : Nain Heen Ko Rah Dikha
Album / Movie : Bhakta Surdas 1942
Star Cast : Khursheed, K L Sehgal, Monica,
Singer : Kundan Lal Saigal
Music Director : Gyan Dutt
Lyrics by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Music Label : Saregama

Nain Heen Ko Rah Dikha Lyrics in Hindi

नैन हीन को राह दिखा प्रभु
नैन हीन को राह दिखा प्रभु
पग पग ठोकर खाऊं मैं
नैन हीन को राह दिखा
प्रभु पग पग ठोकर खाऊं मैं
नैन हीन को

तुम्हारी नगरिया की कठिन डगरिया
तुम्हारी नगरिया की कठिन डगरिया
चालत चालत गिर जाऊ मैं प्रभु
नैन हीन को राह दिखा
प्रभु पग पग ठोकर खाऊं मैं
नैन हीन को राह दिखा प्रभु

चहु और मेरे घौर
अँधेरा भूल ना जाऊ द्वार तेरा
चहु और मेरे घौर
अँधेरा भूल ना जाऊ द्वार तेरा
एक बार प्रभु हाथ पकड़ लो
एक बार प्रभु हाथ पकड़ लो
एक बार प्रभु हाथ पकड़ लो
मनन का दीप जलाओ मैं
नैन हीन को राह दिखा
प्रभु पग पग ठोकर खाऊं मैं
नैन हीन को.

Nain Heen Ko Rah Dikha Lyrics in English

Nain heen ko rah dikha prabhu
Nain heen ko rah dikha prabhu,
Pag pag thokar khau main
Nain heen ko rah dikha
Prabhu pag pag thokar khau main
Nain heen ko

Tumhari nagariya ki kathin dagariya
Tumhari nagariya ki kathin dagariya
Chalat chalat gir jau main prabhu
Nain heen ko rah dikha
Prabhu pag pag thokar khau main
Nain heen ko rah dikha prabhu

Chahu aur mere ghaur
Andhera bhul naa jau dwar teraa
Chahu aur mere ghaur
Andhera bhul naa jau dwar teraa
Ek bar prabhu hath pakad lo
Ek bar prabhu hath pakad lo
Ek bar prabhu hath pakad lo
Mann kaa dip jalau main, prabhu
Nain heen ko rah dikha
Prabhu pag pag thokar khau main
Nain heen ko.

Leave a Comment