Nazar Mere Dil Ke Paar Hui Lyrics in Hindi & English

Song Name : Nazar Mere Dil Ke Paar Hui
Album / Movie : Jab Pyar Kisise Hota Hai 1961
Star Cast : Dev Anand, Asha Parekh, Pran
Singer : Lata Mangeshkar
Music Director : Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Lyrics by : Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Label : Saregama

Nazar Mere Dil Ke Paar Hui Lyrics in Hindi

नज़र मेरे दिल के पार हुई
देखो न ऐसे देखो मेरी हर हुई
नज़र मेरे दिल के पार हुई
देखो न ऐसे देखो मेरी हर हुई

वही जानता है के ये दर्द क्या है
कभी भूल के जिसने दिल खो दिया है
वही जानता है के ये दर्द क्या है
कभी भूल के जिसने दिल खो दिया है
दिल खो दिया है
नजर मेरे दिल के पार हुई
देखो न ऐसे देखो मेरी हर हुई
नज़र मेरे दिल के पार हुई

निगाहें मिली और वो मुस्कुराये
बस इतने में सब हो गया हाय हाय
निगाहें मिली और वो मुस्कुराये
बस इतने में सब हो गया हाय हाय
हाय ये क्या हो गया
नजर मेरे दिल के पार हुई
देखो न ऐसे देखो मेरी हर हुई
नज़र मेरे दिल के पार हुई
देखो न ऐसे देखो मेरी हर हुई.

Nazar Mere Dil Ke Paar Hui Lyrics in English

Nazar mere dil ke par hui
Dekho na aise dekho meri har hui
Nazar mere dil ke par hui
Dekho na aise dekho meri har hui

Wahi janta hai ke ye dard kya hai
Kabhi bhul ke jisne dil kho diya hai
Wahi janta hai ke ye dard kya hai
Kabhi bhul ke jisne dil kho diya hai
Dil kho diya hai
Najar mere dil ke par hui
Dekho na aise dekho meri har hui
Nazar mere dil ke par hui

Nigahe mili or wo muskuraye
Bas itne me sab ho gaya haye haye
Nigahe mili or wo muskuraye
Bas itne me sab ho gaya haye haye
Haye ye kya ho gaya
Najar mere dil ke par hui
Dekho na aise dekho meri har hui
Nazar mere dil ke par hui
Dekho na aise dekho meri har hui.

Leave a Comment