Peepal Ki Chhon Mein Lyrics in Hindi & English

Song Name : Peepal Ki Chhon Mein
Album / Movie : Dak Bangla
Star Cast : Wasti, Suraiya, Gope, Ismail, Kamal Kapoor
Singer : Indrabadan Bhatt, Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)
Music Director : Naresh Bhattacharya
Lyrics by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Music Label : Saregama

Peepal Ki Chhon Mein Lyrics in Hindi

पीपल की छोङ में
पीपल की छोङ में
ठंडी ठंडी हवाओं में
पीपल की छोङ में
ठंडी ठंडी हवाओं में
मैं तो छुप छुप जाऊंगी
हाथ न आउंगी मतवाले
मैं तो छुप छुप जाऊंगी
हाथ न आउंगी मतवाले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
पीपल की छोङ में
पीपल की छोङ में

मैं काली बदरिया की ओढ़नी लूंगी
और दूर गगन में जा के
कोई खबर नहीं दूँगी
मैं काली बदरिया की ओढ़नी लूंगी
और दूर गगन में जा के
कोई खबर नहीं दूँगी
तुम खोजने जाओगे
तुम्हें डरायेंगे बादरवा काले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
पीपल की छोङ में
पीपल की छोङ में

मैं तो पीछे की पीहू पीहू में खो जाउंगी
बुलबुल की ज़बान में ग़म हो जाउंगी रे
ग़म हो जाउंगी
तुम खोजने जाओगे
खोज न पाओगे हो मतवाले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
ढूंढ ही लेंगे ढूंढने वाले
पीपल की छोङ में
पीपल की छोङ में
ठंडी ठंडी हवाओं में.

Peepal Ki Chhon Mein Lyrics in English

Peepal ki chhon mein
Peepal ki chhon mein
Thandi thandi hawaaon mein
Peepal ki chhon mein
Thandi thandi hawaaon mein
Main to chhup chhup jaaungi
Haath na aaungi matwaale
Main to chhup chhup jaaungi
Haath na aaungi matwaale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Peepal ki chhon mein
Peepal ki chhon mein

Main kaali badariya ki odhni loongi
Aur door gagan mein jaa ke
Koi khabar nahin doongi
Main kaali badariya ki odhni loongi
Aur door gagan mein jaa ke
Koi khabar nahin doongi
Tum khojne jaaoge
Tumhen daraayenge baadarwa kaale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Peepal ki chhon mein
Peepal ki chhon mein

Main to peehe ki pihu pihu mein kho jaaungi
Bulbul ki zabaan mein gham ho jaaungi re
Gham ho jaaungi
Tum khojne jaaoge
Khoj na paaoge ho matwaale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Dhoondh hi lenge dhoondhne waale
Peepal ki chhon mein
Peepal ki chhon mein
Thandi thandi hawaaon mein.

Leave a Comment