Song Name : Phir Aane Laga Yaad
Album / Movie : Yeh Dil Kisko Doon
Star Cast : Shashi Kapoor, Ragini, Jeevan, Anwar, Agha, Kumar
Singer : Mohammed Rafi, Usha Khanna
Music Director : Iqbal Qureshi
Lyrics by : Qamar Jalalabadi
Music Label : Saregama
Phir Aane Laga Yaad Lyrics in Hindi
फिर आने लगा याद
वही प्यार का आलम
इंकार का आलम कभी
इक़रार का आलम
फिर आने लगा याद
वही प्यार का आलम
प्यार का आलम
वो पहली मुलाक़ात में
वो पहली मुलाक़ात में
वो पहली मुलाक़ात में
रंगीन इशारे
फिर बातों ही बातों में
वो तकरार का आलम
फिर आने लगा याद
वही प्यार का आलम
प्यार का आलम
वो झूमता बलखाता
वो झूमता बलखाता
वो झूमता बलखाता
हुआ सारे खरामा
मैं कैसे भुला दू
तेरी रफ़्तार का आलम
फिर आने लगा याद
वही प्यार का आलम
प्यार का आलम
कब आये थे वो कब गए
कब आये थे वो कब गए
कब आये थे वो कब गए
कुछ याद नहीं है
आँखों में बसा है
वही दीदार का आलम
फिर आने लगा याद
वही प्यार का आलम
इंकार का आलम कभी
इक़रार का आलम
प्यार का आलम
प्यार का आलम
प्यार का आलम
हाय प्यार का आलम.
Phir Aane Laga Yaad Lyrics in English
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Inkaar ka aalam kabhi
Iqraar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Wo pehli mulaqat mein
Wo pehli mulaqat mein
Wo pehli mulaqat mein
Rangin ishare
Phir baato hi baato mein
Wo takraar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Wo jhumta balkhata
Wo jhumta balkhata
Wo jhumta balkhata
Hua sare kharama
Main kaise bhula du
Teri raftaar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Kab aaye the wo kab gaye
Kab aaye the wo kab gaye
Kab aaye the wo kab gaye
Kuch yaad nahi hai
Aankho mein basa hai
Wohi deedar ka aalam
Phir aane laga yaad
Wohi pyar ka aalam
Inkaar ka aalam kabhi
Iqraar ka aalam
Pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Pyar ka aalam
Haye pyar ka aalam.