Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke Lyrics in Hindi & English

Song Name : Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke
Album / Movie : Do Dil
Star Cast : Karan Dewan, Motilal, Badri Prasad, Gulab, Suraiya
Singer : Mukesh Chand Mathur (Mukesh)
Music Director : Govind Ram
Lyrics by : Deena Nath Madhok (D. N. Madhok)
Music Label : Saregama

Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke Lyrics in Hindi

प्यार जता के अपना बना के
वो गए वो गए वो गए
प्यार जता के अपना बना के
वो गए वो गए वो गए

जाने वाले दर्द न दे जा
जाने वाले दर्द न दे जा
जा और अपनी याद भी ले जा
जा और अपनी याद भी ले जा
खुली आँख का ख्वाब दिखा के
खुली आँख का ख्वाब दिखा के
वो गए वो गए वो गए
प्यार जता के अपना बना के
वो गए वो गए वो गए

वो क्या जाने दर्द पराए
वो क्या जाने दर्द पराए
क्या है रोना क्या है हाय
क्या है रोना क्या है हाय
दिल को झूठे खेल खिला के
दिल को झूठे खेल खिला के
वो गए वो गए वो गए
प्यार जता के अपना बना के
वो गए वो गए वो गए
प्यार जता के.

Pyaar Jataa Ke Apna Bana Ke Lyrics in English

Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye

Jaane waale dard na de ja
Jaane waale dard na de ja
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Jaa aur apni yaad bhi le jaa
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Khuli aankh ka khwaab dikhaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye

Wo kya jaane dard paraaye
Wo kya jaane dard paraaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Kya hai ronaa kya hai haaye
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Dil ko jhoothhe khel khilaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke apna banaa ke
Wo gaye wo gaye wo gaye
Pyaar jataa ke.

Leave a Comment