Song Name : Raato Mein Chori Chori
Album / Movie : Bhai Sahab
Star Cast : C. H. Atma, Smriti Biswas, Ratan Kumar, Jagdeep, Kewal
Singer : Chandru Atma (C. H. Atma), Kaumudi Munshi
Music Director : Neenu Majumdar
Lyrics by : Shailendra (Shankardas Kesarilal)
Music Label : Saregama
Raato Mein Chori Chori Lyrics in Hindi
रातों में चोरी चोरी
सपनो में आना छोडो
रातों में चोरी चोरी
सपनो में आना छोडो
चुप चुप के रहना है
तोह दिल में मुश्कुराना छोडो
रातों में चोरी चोरी
गलती दिखाना सपना छुपाना
इसी में है लग्गी का मजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
गलती दिखाना सपना छुपाना
इसी में है लग्गी का मजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
उनको तडपाने में आता है मजा
गलती दिखाना सपना छुपाना
दिल लगाने की मिली है यह सजा
गलती दिखाना सपना छुपाना
जानते है फिर भी वो अनजान है
जानते है फिर भी वो अनजान है
गलती दिखाना सपना छुपाना
एक दिल में सेकड़ों तूफान हैं
एक दिल में सेकड़ों तूफान हैं
गलती दिखाना सपना छुपाना
इसी में है लग्गी का मजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
है बड़ी बड़ी प्यारी प्यारी दिल की सजा
रातों में चोरी चोरी
सपनो में आना छोडो
रातों में चोरी चोरी
सपनो में आना छोडो
चुप चुप के रहना है
तोह दिल में मुश्कुराना छोडो
रातों में चोरी चोरी.
Raato Mein Chori Chori Lyrics in English
Raato mein chori chori
Sapno mein aana chhodo
Raato mein chori chori
Sapno mein aana chhodo
Chup chup ke rahena hai
Toh dil mein mushkurana chhodo
Raato mein chori chori
Galti dikhana sapna chhupana
Isi mein hai laggi ka majaa
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Galti dikhana sapna chhupana
Isi mein hai laggi ka majaa
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Unko tadpaane mein aata hai majaa
Galti dikhana sapna chhupana
Dil lagane ki mili hai yeh sajaa
Galti dikhana sapna chhupana
Jaante hai phir bhi wo anjaan hai
Jaante hai phir bhi wo anjaan hai
Galti dikhana sapna chhupana
Ek dil mein sekadon tufan hain
Ek dil mein sekadon tufan hain
Galti dikhana sapna chhupana
Isi mein hai laggi ka majaa
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Hai badi badi pyari pyari dil ki saja
Raato mein chori chori
Sapno mein aana chhodo
Raato mein chori chori
Sapno mein aana chhodo
Chup chup ke rahena hai
Toh dil mein mushkurana chhodo
Raato mein chori chori.