Ritu Aayi Suhaani Lyrics in Hindi & English

Song Name : Ritu Aayi Suhaani
Album / Movie : Lady Robinhood
Star Cast : Fearless Nadia
Singer : Chitragupta Shrivastava, Rajkumari Dubey
Music Director : Chitragupta Shrivastava

Ritu Aayi Suhaani Lyrics in Hindi

ऋतू आयी सुहानी
प्रेम के सपने जागे
अंधियारे मन में आशा किरण
मोरे नैना देखन लागे

थी ये जीवन कहानी अधूरी
तुम मिले हो गयी आज पूरी
सुख से तन मन नाच रहा है
बिपदा के दिन भागे
ऋतू आयी सुहानी

ये तिरछी निगाहों की घाटे
हमसे छिप छिप
के कराती है बाते
एक ही चाहत है दिल की
तुमसे तुम्ही को मांगे
ऋतू आयी सुहानी.

Ritu Aayi Suhaani Lyrics in English

Ritu aayi suhaani
Prem ke sapne jaage
Andhiyaare man mein aasha kiran
More naina dekhan laage

Thi ye jivan kahani adhuri
Tum mile ho gayi aaj puri
Sukh se tan man naach raha hai
Bipada ke din bhaage
Ritu aayi suhaani

Ye tirachhi nigaaho ki ghaate
Hamase chhip chhip
Ke karati hai baate
Ek hi chaahat hai dil ki
Tumase tumhi ko maange
Ritu aayi suhaani.

Leave a Comment