Sakhi Prem Sudha Bhar Ke Lyrics in Hindi & English

Song Name : Sakhi Prem Sudha Bhar Ke
Album / Movie : Duniya Kya Hai 1938
Star Cast : Lalita Pawar
Singer : Lalita Pawar
Music Director : Annasaheb Mainkar
Lyrics by : Munshi Aziz
Music Label : Saregama

Sakhi Prem Sudha Bhar Ke Lyrics in Hindi

सखी प्रेम सुधा भर के ायी
सखी प्रेम सुधा भर के ायी
मैं प्रेम सुधा भर के ायी
मैं प्रेम सुधा भर

प्रेम सुधा भर पीने दे
उन्माद का जीवन जीने दे
बस प्रेम सुधा भर पीने दे
उन्माद का जीवन जीने दे
मन प्रेम से मन प्रेम से
मन प्रेम से कर के आयी
सखी प्रेम सुधा भर के ायी

मन दर्शन प्रेम से है
मन दर्शन प्रेम से है
यह दर्शन प्रेम भिकारी है
अब प्रेम की डोरी डाली है
अब प्रेम की डोरी डाली है
यह प्रीत की रीत है
प्रीत की रीत है
इक साजन इक साजन
इक साजन के घर से आयी
सखी प्रेम सुधा भर के ायी.

Sakhi Prem Sudha Bhar Ke Lyrics in English

Sakhi prem sudha bhar ke aayi
Sakhi prem sudha bhar ke aayi
Main prem sudha bhar ke aayi
Main prem sudha bhar

Prem sudha bhar peene de
Unmaad ka jeevan jeene de
Bas prem sudha bhar peene de
Unmaad ka jeevan jeene de
Man prem se man prem se
Man prem se kar ke aayi
Sakhi prem sudha bhar ke aayi

Man darshan prem se hai
Man darshan prem se hai
Yeh darshan prem bhikaari hai
Ab prem ki dori daali hai
Ab prem ki dori daali hai
Yeh preet ki reet hai
Preet ki reet hai
Ik saajan ik saajan
Ik saajan ke ghar se aayi
Sakhi prem sudha bhar ke aayi.

Leave a Comment