Soona Mandir Mera Lyrics in Hindi & English

Song Name : Soona Mandir Mera
Album / Movie : Bharthari
Star Cast : Surendra, Kajjan
Singer : Amirbai Karnataki
Music Director : Khemchand Prakash
Lyrics by : Pandit Indra Chandra
Music Label : Columbia Records

Soona Mandir Mera Lyrics in Hindi

सूने मन्दिर मेरा सखी री
जगमग जगमग दीप जलाऊं
पी बिन फिर भी अन्धेरा सखी री

पी को ढूंढूं मैं कूजन में
बोला कोई पी पी बन में
ये तो पपीहा
पी बिन रैन सवेरा सखी री

नैन झरोखे सुने सारे
सुने है पालको के द्वारे
बिन साजन ये राज भवन भी
है जोगी का डेरा सखी री.

Soona Mandir Mera Lyrics in English

Soona mandir mera sakhi ri
Jagamag jagamag deep jalaaun
Pee bin phir bhi andheraa sakhi ri

Pee ko dhundhun main kujan mein
Bolaa koi pee pee ban mein
Ye to papihaa, piyaa nahi hai
Pee bin rain saveraa sakhi ri

Nain jharoke sune saare
Sune hai palako ke dwaare
Bin saajan ye raaj bhavan bhi
Hai jogi kaa deraa sakhi ri.

Leave a Comment