Tareefe Meena Bazaar Lyrics in Hindi & English

Song Name : Tareefe Meena Bazaar
Album / Movie : Taj Mahal An Eternal Love Story 2005
Star Cast : Kabir Bedi, Sonya Jehan, Manisha Koirala, Arbaaz Khan
Singer : Hariharan, Preeti Uttam Singh
Music Director : Naushad Ali
Lyrics by : Naqsh Lyallpuri, Syed Gulrez
Music Label : Times Music

Tareefe Meena Bazaar Lyrics in Hindi

हर एक दिल यहाँ एक दिल तलाश करता हैं
वफ़ा की प्यार की मंजिल तलाश करता हैं

यहाँ परवाने शम्मा से करीब होते हैं
हसीं नज़रो पे शहजादे शहीद होते हैं

यहाँ दिल लेने देने की ऐडा भी कातिल हैं
यहाँ के वादे बहुत दिलनशीं होते हैं

जो बेक़रार करे वह करार कहते हैं
इस बाजार को मीना बाजार कहते हैं.

Tareefe Meena Bazaar Lyrics in English

Har ek dil yaha ek dil talaash karta hain
Wafa ki pyaar ki manzil talaash karta hain

Yaha parwaane shama se karib hote hain
Hasin nazaro pe shehjaade shahid hote hain

Yaha dil lene dene ki ada bhi kaatil hain
Yaha ke waade bahut dilnashin hote hain

Jo bekarar kare woh karaar kehate hain
Iss bajaar ko mina bajaar kehte hain.

Leave a Comment