Wo Ruth Gaye Lyrics in Hindi & English

Song Name : Wo Ruth Gaye
Album / Movie : Nishana
Star Cast : Ashok Kumar, Madhubala, Shyama, Geeta Bali
Singer : Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)
Music Director : Khawaja Khurshid Anwar
Lyrics by : Nakhshab Jarchavi
Music Label : Saregama

Wo Ruth Gaye Lyrics in Hindi

वो रूठ गए दिल टूट गया
दुनिया में हमारा कोई नहीं
ए दुनिया वालो हम जैसा
तक़दीर का मारा कोई नहीं

अब दुख का भंवर है
और दिल है कश्ती को
बचाना मुश्किल है
अब दुख का भंवर है
और दिल है कश्ती को
बचाना मुश्किल है
मजधार में माझी छोड़ गया
तूफ़ान है किनारा कोई नहीं
ए दुनिया वालो हम जैसा
तक़दीर का मारा कोई नहीं

खुशियो का ज़माना बीत गया
ो उल्फत का फ़साना ख़त्म हुआ
खुशियो का ज़माना बीत गया
उल्फत का फ़साना ख़त्म हुआ
जीने की तमन्ना क्या होगी
जीने का सहारा कोई नहीं

वो रूठ गए दिल टूट गया
दुनिया में हमारा कोई नहीं
ए दुनिया वालो हम जैसा
तक़दीर का मारा कोई नहीं.

Wo Ruth Gaye Lyrics in English

Wo ruth gaye dil tut gaya
Duniya mein humara koi nahi
Aye duniya walo hum jaisa
Taqdeer ka mara koi nahi

Ab dukh ka bhanwar hai
Aur dil hai kashti ko
Bachana mushkil hai
Ab dukh ka bhanwar hai
Aur dil hai kashti ko
Bachana mushkil hai
Majadhar mein majhi chhod gaya
Toofan hai kinara koi nahi
Aye duniya walo hum jaisa
Taqdeer ka mara koi nahi

Khushiyo ka zamana beet gaya
O ulfat ka fasana khatm hua
Khushiyo ka zamana beet gaya
Ulfat ka fasana khatm hua
Jeene ki tamanna kya hogi
Jeene ka sahara koi nahi

Wo ruth gaye dil tut gaya
Duniya mein humara koi nahi
Aye duniya walo hum jaisa
Taqdeer ka mara koi nahi.

Leave a Comment