Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Solo Lyrics in Hindi & English

Song Name : Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Solo
Album / Movie : Qayamat City Under Threat 2003
Star Cast : Ajay Devgan, Sunil Shetty, Sanjay Kapoor, Arbaaz Khan, Isha Koppikar, Riya Sen, Neha Dhupia, Aashish Chaudhary
Singer : Kumar Sanu
Music Director : Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Lyrics by : Sameer
Music Label : Venus Records

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Solo Lyrics in Hindi

चारो तरफ तन्हाई है
चारो तरफ तन्हाई है
एक उदासी छाई है
सोच के उसकी बातों को
आँख मेरी भर आई है
बेचैनी हैं साँसों में
दर्द उठा है सीने में
बिछड़ के अपने दिलबर से
आये मज़ा न जीने में
कितना मुझे तड़पाती है
वह लड़की बहुत याद आती है
वह लड़की बहुत याद आती है
कभी मुझको हसए
कभी मुझको रुलाए
मुझे कितना सताती है
कभी मुझको हसए
कभी मुझको रुलाए
मुझे कितना सताती है
वह लड़की बहुत याद आती है
वह लड़की बहुत याद आती है
वह लड़की बहुत याद आती है
वह लड़की बहुत याद आती है.

Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Solo Lyrics in English

Chaaro taraf tanhayi hai
Chaaro taraf tanhayi hai
Ek udaasi chaayi hai
Soch ke uski baaton ko
Aankh meri bhar aayi hai
Bechaini hain saason mein
Dard utha hai seene mein
Bichad ke apne dilbar se
Aaye maza na jeene mein
Kitna mujhe tadpati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Kabhi mujhko hasaye
Kabhi mujhko rulaye
Mujhe kitna satati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai
Woh ladki bahut yaad aati hai.

Leave a Comment