Song Name : Yeh Kaisi Jagah
Album / Movie : Hamari Adhuri Kahani 2015
Star Cast : Emraan Hashmi, Vidya Balan, Rajkummar Rao
Singer : Deepali Sathe
Music Director : Jeet Ganguly
Lyrics by : Rashmi Virag
Music Label : Sony Music
Yeh Kaisi Jagah Lyrics in Hindi
ये कैसी जगह ले आये हो तुम
ये कैसी नयी दिल गाये है धुन
मैं मीरा सी दीवानी हो गयी
इस दुनिया से बेगानी हो गयी
मेरे होंठों पे जो भटके
कई जन्मों की प्यास है
मेरे अमृत का वो प्याला बस तेरे पास है
ये कैसी जगह ले आये हो तुम
ये कैसी नयी दिल गाये है धुन्न
रात मेरी आँखों आँखों में कट गयी
रौशनी में तेरी सुबह सी हो गयी
रात मेरे आँखों आँखों में कट गयी
रौशनी में तेरी सुबह सी हो गयी
चेहरा हूँ मैं
ये कैसी जगह ले आये हो तुम
आज उस खुदा से मुझे कुछ न चाहिए
सिर्फ तेरे आगे सर झुकना चाहिए
आज उस खुदा से मुझे कुछ न चाहिए
सिर्फ तेरे आगे सर झुकना चाहिए
मेरी हर दुआ में हो तुम ही तुम
ये कैसी जगह ले आये हो तुम.
Yeh Kaisi Jagah Lyrics in English
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhun
Main meera si deewani ho gayi
Iss duniya se begaani ho gayi
Mere honthon pe jo bhatke
Kayi janmon ki pyaas hai
Mere amrit ka wo pyala bas tere paas hai
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Ye kaisi nayi dil gaaye hai dhunn
Raat meri aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Raat mere aankhon aankhon me kat gayi
Roshni mein teri subah si ho gayi
Chehra hoo main, mera roop ho tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum
Aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Aaj uss khuda se mujhe kuch na chahiye
Sirf tere aage sar jhukna chahiye
Meri har duaa mein ho tum hi tum
Ye kaisi jagah le aaye ho tum.